Wa Hussaina Darwaza-e-khaima pe liye haath mein kooza Abbas ka Shabbir ka wo tak-ti thi rasta. Behlaati thi dil apna wo de de dilaasa. Ab shaam hui paani liye aayainge chaacha. Phir khud hi woh kehnay lagi ghabra ke phuppi se. Darya se abhi tak mere baba nahi paltay. Aray …
Read More »Ammu Bhi Gaye – Nadeem Sarwar 1983
Ammu Bhi Gaye Jis dum jalay khayaam-e-Shehanshaah-e-behr-o-bar. Aik bachi nikli khaimay se us dum barhaina sar. Jalta tha daaman aag se kapday thay khoo mein tar. Maqtal ki simt rukh kiye jaati thi noha gar. Sab ran mein ja ke reh gaye tanha hamain kiya. Aada ne cheeni chaadarain. Khaima …
Read More »Laasha Jab Sibt-e-Payambar Ka – Katri Bawa
Laasha jab Sibt-e-Payambar ka uthaaya hoga (x2). Khuld mein chayn Muhammad ko na aaya hoga (x2). Laasha jab sibt-e-Payambar ka uthaaya hoga (x2). 1. Sar khulay lehad se tab Fatima nikli hogi (x2). Zehr jodah ne jo Shabbar ko pilaya hoga (x2). Laasha jab sibt-e-Payambar… (x2) 2. Kabr mein Hasan …
Read More »Qaid Khaney Mein – Ali Shanawar 2017
Qaid Khaney Mein Baba. Baba. Baba. Sun rahay ho sada baba jaan (x2). Baba jaan… Hum kahan aa gaye ghar kahan reh gaya (x2). Qaid khaney mein noha Sakina ka tha (x2). Hum kahan aa gaye ghar kahan reh gaya (x2). 1. Yaad aata hai guzra zamaana mujhe. Le ke …
Read More »Ya Fatima Ridaa Mein – Mir Hasan Mir 2017
Ya Fatima ridaa mein Ya ghareeb. Ya Hussain. Hai Ghareeb. Hai Hussain. Maktal mein gir raha hai (x2) sambhalo Hussain ko. Ya Fatima ridaa mein chupa lo Hussain ko (x2). Ya Fatima ridaa… Maktal mein gir raha hai (x2) sambhalo Hussain ko. Ya Fatima ridaa… (x2) 1. Paiwast hain ghareeb …
Read More »Chacha Main Aap Ki Turbat – Mir Hasan Mir 2017
Chacha Main Aap Ki Turbat Hai chacha Abbas (x3). Haaye. Aray jab dafn karnay aaye tan-e-paash paash ko. Abid pukaaray dekh ke Ghazi ki laash ko. Aray chacha main aap ki turbat bananay aaya hoon. Sakina ab bhi hai pyasi batanay aaya hoon. Chacha main aap ki turbat bananay aaya …
Read More »Qaid Khanay Say Sakina – Mir Hasan Mir 2017
Qaid Khanay Say Sakina Ki Ye Aati Thi Sada Haaye Sakina (x3) Haaye Haaye. Samajh ke Zehra sataya gaya Sakina ko. Kadam kadam pe rulaya gaya Sakina ko. Woh zakhm aaj bhi taaza hain. Pusht-e-naaka se gir rahi hai. Giraya gaya Sakina ko. Haaye Haaye. Qaid khanay se Sakina ki …
Read More »Ab Mujhe Koi Sakina – Mir Hasan Mir 2015-16
Ab Mujhe Koi Sakina Nahi Kehta Baba Baba mere baba (x2). Shah ki laadli jab qaidi-e-zindaan hui.Royi ghabrayi bohat aur pareshan hui.Qaid khanay ki ghutan maut ka samaan hui.Jaan lagta tha ke maasoom ki be jaan hui.Laash Shabbir ki maqtal mein tadap jaati thi.Qaid khanay se jo bachi ki sada …
Read More »Kufe Ka Aur Shaam – Nadeem Sarwar 1989
Kufe Ka Aur Shaam Ka Manzar Kufe ka aur shaam ka manzar (x2).Yaad jab aa jata hai baba.Dil mera phat jaata hai baba.Kufe ka aur shaam ka manzar. 1. Kabr pe Shabbir ki kartay thay Abid buka (x2).Ho gayi kya kya jafa sun ye shah-e-karbala (x2).Sar pe kisi ke na …
Read More »Kyun Na Roye Sajjad – Raza Abbas Zaidi 2010
Kyun Na Roye Sajjad Sajjad rehaayi paa kar bhi. Pardes se ghar ko aa kar bhi.Jab ashk bahaatay rehtay thay. Zainab se dukh dekhay na gayay.Ek roz tadap ye poocha. Sajjad tu kab tak royega.Us waqt mere mola ne kaha. Amma apne muqaddar par. Sughra ke sawaalon par.Kyun na roye …
Read More »