Sun Lein Wo Jin Ke Liye
Sun lein wo jin ke liye zikr e Ali baar hai
Sun lein wo jin ke liye zikr e Ali baar hai
Sun lein wo jin kay liye zikr e Ali baar hai
Zikr e Ali baar hai
Aaj bhi parde mein ik (x2) Haider e karraar hai
Us ko hai sab ki khabar rakhta hai sab par nazar
Rakhta hai sab par nazar us ko hai sab ki khabar
Us ko hai sab ki khabar rakhta hai sab par nazar
Rakhta hai sab par nazar
Kaun hai gaddaar aur kaun wafadaar hai
Qaayil e shaitaan to hai qaayil e ghaibat nahi
Qaayil e ghaibat nahi qaayil e shaitaan to hai
Qaayil e shaitaan to hai qaayil e ghaibat nahi
Qaayil e ghaibat nahi
Haaye musalmaan bhi (x2) kitna samajhdaar hai
Lagta hai tegh e Ali guzri hai yaan se abhi
Guzri hai yaan se abhi lagta hai tegh e Ali
Lagta hai tegh e Ali guzri hai yaan se abhi
Guzri hai yaa’n se abhi
(Runn mein jo chaaro’n taraf
laashon ke umbaar hain) (x2)
Laakh dawayein karey theek na hoga kabhi
Theek na hoga kabhi laakh dawayein karey
Laakh dawayein karey theek na hoga kabhi
Theek na hoga kabhi
Aal e Mohammad ke jo (x2) bughz mein beemaar hai
Munkir e ashk e azaa soch le itna zara
Soch le itna zara munkir e ashk e azaa
Munkir e ashk e azaa soch le itna zara
Soch le itna zara
Ghayb mein betha hai jo (x3)
Wo bhi azadaar hai
Sun lein wo jin ke liye
Sun lein wo jin ke liye
Zikr e Ali baar hai
Check out other manqabats from Mir Hasan Mir:
https://www.abulhasanlakhani.com/category/manqabats/mir-hasan-mir-manqabats/
Mir Hasan Mir’s YouTube channel:
https://www.youtube.com/MirHasanMir