Ya Shah-e-Khurasan (x2) Jin ko sab log ghareeb-ul-ghuraba kehtay hain. Naam hai in ka Ali in ko Raza kehtay hain. Aye laadlay Zehra ke aye Haider ke dil-o-jaan. Ya Shah-e-Khurasan (x3) Tu kaabay ka kaaba hai aur Quran ka Quran. Ya Shah-e-Khurasan (x3) (1) Paatay hain sukoon aakay sabhi dard …
Read More »Kya Kya Hasan Ka Hai – Mir Hasan Mir 2009-10
Kya poochtay ho mujh se ke kya kya Hasan ka hai (x2).Jo kuch bhi hai Khuda ka wo… saara Hasan ka hai.Kya poochtay ho mujh se… 1. Aur hum kya hain keh raha hai ye khud deen-e-Mustafa (x2).Aray mujh ko Ali ke baad… sahara Hasan ka hai.Kya poochtay ho mujh se… 2. Tabdeel kar ke jins Hasan …
Read More »Darwaza-e-Hussain Pe – Mir Hasan Mir
Darwaza-e-Hussain pe sajda kiay baghair (x2). Banta nahi wali koi aisa kiay baghair. Darwaza-e-Hussain pe sajda kiay baghair. 1. Dafnana mujh ko jald Ali hongay muntazir (x2). Aye logo intezar kisi ka kiay baghair. Darwaza-e-Hussain… 2. Nou lakh sar jhukay hain tabassum ke saamnay (x2). Asghar ne jang jeet li hamla kiay baghair. Darwaza-e-Hussain… …
Read More »Iss Baat Se Mehsoos Karo – Mir Hasan Mir
Iss baat se mehsoos karo kya hai Sakina. Abbas ke honton ka qaseeda hai Sakina. Aaeena-e-Zehra mein jo dekha tera bachpan. Har aks pukaara ke tu Zehra hai Sakina. Jo pyaas ke parcham ki Alamdar hai ab tak. Abbas ki woh pyari Sakina hai Sakina. Abbas ki nazron se koi …
Read More »Na Poochiye Ke Kya Hussain Hai – Mir Hasan Mir
Na poochiye ke kya Hussain hai. (x2) Kya Hussain hai. Na poochiye ke kya Hussain hai. Khuda ke dee’n ka nakhuda (x2). Har ibtida ki ibtidia. Karam ki inteha Hussain hai. Na poochiye ke… Kya Hussain hai. Na poochiye ke kya Hussain hai. Karay jo koi hamsari kisi ki kya …
Read More »Suraj Ye Keh Ke Deen Ka – Mir Hasan Mir
Suraj ye keh ke deen ka ubhra ghadeer mein. Takmeel aaj paayega kalma ghadeer mein. Elaan-e-Jibraeel ye goonja ghadeer mein. Maula banaaye jaatay hain Maula ghadeer mein. Bazoo buland kar ke dikhatay rahay Rasool. (x2) Andhoan ne phir bhi kuch nahi dekha ghadeer mein. (x2) Sadiyoan ka faasla hai mere un ke darmiyaan. (x2) Lekin main jaanta hoon ke …
Read More »Mashhad Mein – Mir Hasan Mir
Ye chaukhat choom kar ki hai dua har baar mashhad mein. (x2) Ilahi theher jaaye waqt ki raftaar mashhad mein. Ye chaukhat choom kar ki hai dua har baar mashad mein. 1. Janazay to bohot aatay huay dekhe magar maine. (x2) Nahi dekhay kahin bhi maut ke aasaar mashad mein. …
Read More »Saaqi-e-Kausar Ki Sana – Mir Hasan Mir
Ya Ali. Ya Ali. (x2) Saahib-e-Zulfiqar Al-Madaday. (x2) Kaam mushkil hai ba imdaad-E-Khuda kardunga. Aaj main ishq ka tufaan bapa kardunga. Karne do mujhe saaqi-e-Kausar ki sana. (x2) 1 – Raaz Allah ki tawheed hai hum raaz Ali. Kibriyaee ki daleelon ka hai aaghaz Ali. Dil-e-be-dil se jo nikli hai …
Read More »Bol Rahi Hai Zainab – Mir Hasan Mir 2011
Khatm Hai Fasl-e-Qama Bol Rahi Hai Zainab. (x3) Kaun Bolega Jahaa’n Bol Rahi Hai Zainab. Teer-O-Shamsheer-O-Sina Hon Ke Sitam Ke Lashkar. (x2) Thak Gayi Sab Ki Zabaa’n Bol Rahi… Khatm Hai Fasl-e-Qama Bol Rahi… Muddaton Baad Suna Phir Se Ali Ka Lehja. Kaisay Jhoomay Na Azaa’n Bol Rahi… Khatm Hai …
Read More »Mimber Jaanay Haider Jaanay – Mir Hasan Mir
Cher diya hai zikr-e-Maula mimber Jaanay Haider Jaanay. Cher diya hai zikr-e-Maula mimber Jaanay Haider Jaanay. Kufr hai gar ye ishq Ali ka Kaafar Jaane Haider Jaane. Bint-e-Asad to jaayengi har haal mein kaabay kai andar. (x2) Dar hogi deewaar kahan se maadar jaanay Haider jaanay. Ismaeel ye soch rahay …
Read More »