Ghadeer Phir Ghadeer Hai Hai boriya nasheen to kya ameer phir ameer hai.Adu hai hukmaraan to kya faqeer phir faqeer hai.Bohot se din hain eid ke ghadeer phir ghadeer hai. 1. Awaam ho ya hukmaran madad inhi se letay hain.Ghulam zaada honay ki sanad inhi se letay hain.Ghulam ho ya …
Read More »Hum Ko Muhabbat Ali Se Hai – Sibt-e-Jafar
Khalq huay jab tabhi se hai. Allah Muhammad Ali se hai. Hum ko muhabbat sabhi se hai. Ulfat Hasnain-o-Zehra se. Nafrat in ke sab aada se. Deen bhi kaamil isi se hai (x2). (Azal se le kar abad talak. Mehad se le kar lehad talak.) (x2) Dharas hum ko Ali se hai …
Read More »Naam Shakl Aur Seerat – Sibt-e-Jafar
Naam shakl aur seerat sab hi Murtaza ki hai. Noor kibriya ka hai khaak hai na khaaki hai. Naam hai Ali in ka sab pukartay hain Reza. (x2) Baat in ki jo bhi hai saari Mustafa ki hai. (x2) 1. Tujh ko aal-o-Qura’an ki maarifat nahi mamoon. (x2) Do jaha’n ki har …
Read More »Maula Se Baatain Karain – Sibt-e-Jafar 2011
Maula Se Baatain Karain آئیے اپنے مولا سے باتیں کریںآج موقع بھی ہے اور فُرصت بھی ہےمیں مُخاطب جو ہوں وہ بھی موجود ہیںخد کلامی نہیں ہی سماعت بھی ہےآئیے اپنے مولا سے باتیں کریںمیرا ایمان ہے میرا اعلان ہےآپ غاعِب نہیں بلکہ موجود ہیںآپ واقف بھی ہیں اور قادر …
Read More »Mola Ab Aa Bhi Jaayain – Sibt-e-Jafar
Mola ab aa bhi jaayain kab se bula rahay hain. Jaur-o-sitam jahaa’n ke badhtay hi ja rahay hain. Dushman jo aap ke thay hum ko sata rahay hain. Mola ab aa bhi jaayain… Ab hadh se badh chukay hain fisk-o-fujoor-o-zulmat. Har gaam ho rahi hai tauheen-e-Aadmiyyat. Aqdaar ke janazay dafnaye ja …
Read More »Abd Kahay Maalik Bhi Jis Ko – Sibt-e-Jafar
Abd kahay maalik bhi jis ko Abd kahay maalik bhi jis ko kaash wo banda main hi hota. (x2)Jis ko kahain deewana-e-Mola kaash wo daana main hi hota. Dhoondoon main kufw-e-Janab-e-Zahra haq ne jisay mamoor kiya. (x2)Auj pa hota mera muqaddar kaash woh taara main hi hota. Kitne aqaabir is hasrat mein Ahmed-o-Haider se …
Read More »Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai – Ustad Sibte Jafar Shaheed
Zahoor ka waqt aa gaya hai Imam se la’ou lagaaye rakhna. Zahoor ka waqt aa gaya hai Haram pa nazrain jamaaye rakhna. Zahoor ka waqt aa gaya hai charag-e-ulfat jalaaye rakhna. Na neend aaye na oongh aaye, rakho har ik par nazar jamaaye. Dil-o-nazar se ke saamrah se na jaane kis raaste se Aaye. …
Read More »Jab Imam Aayenge – Ustad Syed Sibt-e-Jafar Zaidi
Haal-e-gham sunaenge Jab Imam Aayenge Zakhm-e-dil dikhaenge Jab Imam AayengeMehfilain jamaaenge Jab Imam AayengeBam-o-dar sajaenge Jab Imam AayengeJashn Hum manaenge Jab Imam Ayenge Zakhm hain abhi taaza makka aur madeena keShaam-o-kufa karbobala hum bhula nahi sakteAz sakeefa taayin dam ghair se nahi pohncheJitne dukh uthaae hain hum ne kalma goyoan …
Read More »Tere Naam Se Zinda Hai – Ustad Sibte Jafar Shaheed
Shabbir ye sab dunya tere naam se zinda hai Ye deen Muhammad ka tere naam se zinda hai Allah ka bhi kalma tere naam se zinda hai Phaili hain zamanay main tauheed ki tanveerain Goonji hain tere dum se kaunain main takbeerain Haq tujhse hai paayinda tere naam se zinda …
Read More »Jab Khuda Ko Pukara Ali Aa Gaye
Ali Aa Gaye… (x4) Jab Khuda Ko Pukara… Ali (A.S.) aa gaye Jab Ali aa gaye… zindagi aa gayi (x2) Zindagi bandagi raushni aa gayi Raushni aa gayi… Aagahi Aa gayi
Read More »