Haye Shaam Ka Bazaar ہاۓ شام کا بازارہاۓ شام کا بازار سجّاد سے رونے کا سَبَب پوچھ رہا ہےہاۓ شام کا بازار جو شام میں گُزری ہے وہ سب پوچھ رہا ہےہاۓ شام کا بازار ہوں لاکھوں تماشائ بے پردہ پُھپی بہنیںکیسے نہ لہو روئیں بیمار کی پھر آنکھیںاِس غم …
Read More »Aap Achay Hain Chacha – Nadeem Sarwar 2000-01
Aap Achay Hain Chacha Par Ye Zamana Nahi Acha Aap achay hain chacha par ye zamana nahi achaPyaas achi hai magar aap ka jaana nahi acha Aap achay hain chacha par ye zamana nahi achaPyaas achi hai magar aap ka jaana nahi acha Aasmaa’n roye ga khaimo’n mein qayamat hogiAasmaa’n …
Read More »Mujhpe Kyun Band Kartay – Nadeem Sarwar 1992-93
Mujhpe Kyun Band Kartay (Ya Hussain Ya HussainYa Hussain Ya Hussain) x2 Mujhpe kyun band kartay ho paaniKya Muhammad ka pyaara nahi hoon (Mujhpe kyun band kartay ho paaniKya Muhammad ka pyaara nahi hoon) x2 Mujhpe kyun band kartay ho paaniKalma goyo Muhammad ke shaamiKya main mehmaan aaya nahi hoonKya …
Read More »Sad Shukr Mere Yaarab – Nadeem Sarwar 1990-91
Sad Shukr Mere Yaarab Sajday mein sar hai halq pe khanjar ki dhaar haiBanda ye kaun aisa ibaadat guzaar haiKhaamosh kaisay tu mere Parwardigaar haiDar par behan pusht pe qaatil sawaar haiIs haal mein bhi lab pe yehi baar baar haiSad shukr sad shukr sad shukr mere yaarab Haan ye …
Read More »Shabbir Agar Teri – Nadeem Sarwar 1997-98
Shabbir Agar Teri (Na dil rota na gham hotaNa aisa kaheen maatam hota) x2 Shabbir agar teri azadaari na hoti (x2)Shabbir agar… (x2) Mazloom ki dunya mein (x2)Tarafdaari na hoti Shabbir agar… (x2) Shabbir ka maqsad jo samajh leta zamaana (x2)Qur’aan ko samajhnay mein (x2)Ye dushwaari na hoti Shabbir agar… …
Read More »Mere Baba Khairiyat Se Hon – Nadeem Sarwar 1998-99
Mere baba khairiyat se hon Sughra gash se chonk uthiBoli sar ko peet-te huayHaye meri neend udh gayi (x2)Mere baba khairiyat se hon (x2) Mere baba khairiyat se hon (x2)Mere baba khairiyat se hon (x2) Dekha aaj main ne kaisa khwaabRait par paday hain kuch gulaabChun rahay hain jin ko …
Read More »Hum Hussaini Hain Dunya Mein – Nadeem Sarwar 1990-91
Hum Hussaini Hain Dunya Mein Phailay Huay Hussain Hussain Hussain (x2)Hussain Hussain Hussain (x2) (Hum Hussaini hain dunya mein phailay huay.Hussain Hussain Hussain (x2)) x2Sakhtiyaan Karbala ki hain jhelay huay.Hussain Hussain Hussain (x2) Hum pe saaya wafa aur wafadaar ka. (x2)Dhoop mein jaisay saaya ho deewar ka. (x2)Sar pe parcham …
Read More »Inqilaab Isi Matam e Shabbir Se – Nadeem Sarwar 1991-92
Inqilaab Isi Matam e Shabbir Se Inqilaab Inqilaab (x2)Isi matam-e-Shabbir se InqilaabIsi matam-e-Shabbir se Inqilaab (x2) Fiqr e inqilaab hai Hussaini fiqr chahiye (x2)Karbala se jo uthi thi aisi fiqr chahiye (x2)Buzari o Qambari ke jaisi fiqr chahiye (x2)Fiqr e Hurr thi jis tarhan ki waisi fiqr chahiyeHaan Hasan Hussain …
Read More »Sakina Shaam Mein Mar Kar – Nadeem Sarwar 1994-95
Sakina Shaam Mein Mar Kar Sakina Sakina (x2) Sakina shaam mein mar kar yehi samjha gayee logoan (x4). Judayee baap ke seenay (x2) ki mujh ko kha gayee logoan.Sakina shaam mein mar kar yehi samjha gaye logoan (x2) Qafas ghurbat udaasi shimr ka darr pyaas ki shiddat (x2).Sitam itnay huay …
Read More »Jaag Sakeena Jaag – Nadeem Sarwar 2000-01
Jaag Sakeena Jaag Lo ho gayi rihaayi lo kaafila chala.Sar jab har ik shaheed ka Sajjad ko mila.Tab markad-e-Sakeena (x2) pe Sajjad ne kaha.Jaag Sakeena jaag baaba ka sar aaya. Jaag Sakeena Jaag Baaba ka sar aaya (x2).Baaba tumhara aaya (x2) gaya waqt neend ka. Jaag Sakeena Jaag Baaba ka …
Read More »