Mere Baba Mere Baba Poet: Mushtaq Hussain Shabbar (Marhoom) Scroll down for lyrics transliterated in English دَشتِ پر حول میں جلتے ہوۓ خیموں کے قریبتھرتھراتے ہوۓ سہمے ہوۓ بچّوں کے قریبدیکھ کر شب ہے لُٹیرے ہیں یہ تنہائ ہےسر پہ ایک اور مصیبت لیے رات آئ ہےکوئ وارس نہ تھا …
Read More »Utho Sakina Utho – Syed Nasir Zaidi 1989-90
Utho Sakina Utho Utho Sakina utho jaata hai kaarwan (x2)Teray baghair jaani kaisay jiye gi maa Utho Sakina utho jaata hai kaarwan Zindaan ka ye andhera hoga kahan sawera (x2)Pardes mein Sakina gham khwaar kaun tera (x2)Zakhmi hain kaan teray khaali hain baaliyan Utho Sakina Utho… (x2) Qabr-e-Batool tanha veeraan …
Read More »Na Alam Na Chacha – Syed Nasir Hussain Zaidi
Na alam na chacha Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi.Jo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka shaam ho gayi.Na alam na… (x2) Raah takti rahi shiddat-e-pyaas mein.Kat gaya din isi aas hee aas mein.Koi aaya nahi jaane kya ho gaya. Shaam ho gayi. Na …
Read More »Aaram Kahan Haye Haye Aaram Kahan
Aaram kahaan Haye Haye Aaram Kahan.Kisht-e-aalam mein Zainab ko bhala. Aaram kahan haye haye… Qatl Shabbir bhi Abbas bhi Akbar bhi huay.Kat gayay Aon-o-Muhammad ke bhi maqtal main galay.Lasha-e-Ibn-e-Hasan ho gaya pamaal-e-jafa.Aaram kahan… (x3) Kisht-e-aalam mein Zainab ko bhala. Aaraam kahan… (x3) Teer jab Asghar-e-maasoom ki gardan mein laga.Deti thi …
Read More »Zainab Zainab – Nasir Hussain Zaidi
Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab. Zainab Zainab Zainab Zainab. Kehtay thay Shaah-e-Karbala. Zainab Zainab Zainab Zainab. Zainab… (x2) Honay ko hain hum bhi juda. Zainab… Zainab… (x2) 1. Chalti rahi sheh par churi. Roti rahi dar par khadi. Mola Ali ki laadli. Kehti thi ye kismat meri. Main …
Read More »