Ran ko jatay huay sar jhukaye Huay (x2). Sheh ne ro kar kaha alwida alwidaa. Alwida alwida (x2). Aaya waqt-e-safar aye bahan aaj hum. Ho rahay hain juda. Alwida alwida (x2). Ran ko jatay huay sar jhukaye huay (x2). Sheh ne ro kar kaha alwida alwidaa. Alwida alwida (x2). 1. …
Read More »Kaash Abbas Na Maaray Jaatay – Agha Talib Hasan
Kaash Abbas na maaray jaatay (x2). Kaash Abbas na maaray jaatay (x2). 1- Donoan baazu ko shehanshah-e-wafa ke thamay. Laash-e-Abbas pe Shabbir buqa kartay thay. Re bhai tum saath hamaray jaatay. Kaash Abbas… Kaash Abbas na (x2). 2- Aaj bhi aati hai ye qabr-e-Sakina se sada. Aye chacha laati na zindaan mein yun hum ko qaza. Saath agar hum bhi tumharay jaatay. Kaash Abbas… …
Read More »Tu Na Aaya Ghazi – Mir Hasan Mir
Jab rida sar se chini main sada deti rahi. Tu na aaya Ghazi. Aal-e-Imran kahan aur zindan kahan. Ye behan qaid hui. Tu na aaya Ghazi… Jab rida sar… 1. Hum ko paani na milay teri khusbu to rahay. Tere baazu na katain chahay mashkeeza chiday. Ye magar ho na saka tere baazu hain juda. Mujh pe hai tashnalabi. Tu …
Read More »Haaye Haaye Qasim – Nadeem Sarwar
Haaye Haaye Qasim haaye Qasim (x2). Haaye Haaye Qasim haaye Qasim (x2). Qaidi ban kar paaband-e-rasand laashon se jo guzray ahl-e-haram. Har bibi apnay pyaaron se hoti thi vida karkay maatam. Ek bibi Fatima bint-e-Hasan pamaal badan Qasim ki behan. Kisi ek jaan se rukhsat na hui (x2). Tukdon mein …
Read More »Sughra Ko Rulata Hai – Hasan Sadiq 1998-99
Sughra Ko Rulata Hai Sughra ko rulata hai ye chaand muharram ka.Sughra ko rulata hai ye chaand muharram ka (x2).Jab saamnay aata hai (x2). Ye chaand muharram ka. Sughra ko rulata hai… Hum surat-e-Zehra se bhai ke bichadnay ki.Khatoon-e-qayamat ke ghar baar ujadnay ki.Ghar baar ujadnay ki.Rudaad sunata hai. Ye chaand …
Read More »Aati Hai Gardoon Se – Ali Zia Rizvi 1980’s
Aati Hai Gardoon Se Aati hai gardoon se ye payham sada.Qatl huay sajde mein Sher-e-Khuda.Khana-e-haq may ye ghazab ho gaya. Qatl huay… Aati hai gardoon… Gham se hai Zainab nidhaal. Khol diye sar ke baal.Kehti hai ye pur malaal. Dekho to baba kahan.Dete hain Jibreel ye kaisi nida. Qatl huay… Aati hai gardoon… Saath paday jalwagar. Kehti …
Read More »