Aao Akbar Sehra Baandho Aao Akbar sehra baandho (x4).Aao Akbar sehra baandho (x4). Koi masnad laa ke bichhaawo.Koi aanchal sar pe chhaawo.Koi kaajal surma laawo.Koi mehndi rang rachaawo. Aao Akbar sehra baandho (x2). Mera laal sada aabaad rahay.Dil maa behno ka shaad rahay.Sukhi jug jug ye aulaad rahay.Meray mann ki …
Read More »Ye Shaam-e-Ghareeban Hai – Nadeem Sarwar 1993-94
Ye Shaam-e-Ghareeban Hai Ye shaam-e-ghareeban hai darya ki rawaani hai (x2).Ye shaam-e-ghareeban hai darya ki rawaani hai (x2).Pyaasay na rahay baki (x2). Phir kis liye paani hai.Ye shaam-e-ghareeban… Asghar teray laashay ko maa ban ke zameen rakhay (x2).Ujdi hui godi ki. Haaye ujdi hui godi ki.Maasoom nishaani hai. Ye shaam-e-ghareeban… …
Read More »Mera Mazloom Hussain – Nadeem Sarwar 2020-21
Mera mazloom Hussain Gir pada ghodhay se jab ran mein shah-e-karbobala. Wa Hussaina (x4) Gir pada ghodhay se jab ran mein shah-e-karbobala.Saaray aalam mein qayamat ka tha ek shor bapa.Dard mein doobi hui aayi ye ik maa ki sadaa. Haaye mazloom Hussain. Mera mazloom Hussain (x2).Haaye mazloom Hussain. Asr-e-aashoor mera …
Read More »Ashq-e-Ghum Hai Teri Ata – Joan Rizvi 2020-21
Ashq-e-Ghum Hai Teri Ata Zainab Ya Zainab Ya Zainab (x2). Ashq-e-ghum hai teri ata Zainab. Tu hai Shabbir ki baqa Zainab (x2).Dono aalam ki parda daari ho. Tere naalaein pe fida Zainab. Ashq-e-ghum hai teri… Tu hai Shabbir ki… (x2) Apnay baba ki paak seerat bhi. Baap ka hausla bhi …
Read More »Karbobala Naseeb Se Jaana – Mir Hasan Mir 2020-21
Karbobala Naseeb Se Jaana Naseeb Ho Uthay hain haath Khudaya isi dua ke liye (x2).Naseeb ho safar-e-ishq Karbala ke liye. Karbala Karbala (x3) Karbobala naseeb se jaana naseeb ho.Karbobala naseeb se… (x2)Phir laut kar wahan se (x2) na aana naseeb ho. Karbobala naseeb se… (x2) Aankhoan ko jab bhi ashk …
Read More »Aa Asghar Bin Teray – Ali Shanawar 2019-20
Aa Asghar Bin Teray Main Chaein Kahan Se Paaon Aa Ali Asghar aa (x4). Aa Asghar bin teray main chaein kahaan se paaon (x2).Aa laut ke aa ja laal teray jee bhar ke naaz uthaaon. Aa Asghar Bin… (x2) Meri Aankh ka taara hai tu. Mujh ko jaan se pyaara …
Read More »Yun Ro Rahay Hain Dekh Ke – Mir Hasan Mir 2019-20 – Heartbreaking Noha
Yun Ro Rahay Hain Dekh Ke Zainab ko Murtaza. Haaye haaye haaye haaye.Haaye Zainab Haaye Ali. Yun ro rahay hain dekh ke Zainab ko Murtaza. Yun ro rahay… (x2) Shaayad khayaal aaya hai baazar-e-shaam ka. Yun ro rahay… (x2) Zainab ke thay ye bayn Madinay chalo Hussain (x2).Kufa hamaaray rehnay …
Read More »Abid Ko Jahan Ghash – Mir Hasan Mir 2019-20
Abid Ko Jahan Ghash Aata Hai. Haaye Sajjad haaye haaye Sajjad (x2). Abid ko jahan ghash aata haiDurro’n se jagaaya jaata hai] (x2). Ik phool hai jis ko kaanto’n par (x2).Din raat chalaaya jaata hai. Abid ko jahan ghash … (x2) Abbas ki gairat se aksar Abid ki aseeri poochti …
Read More »Safar-e-Shaam Ki Rudaad – Joan Rizvi 2019-20
Safar-e-Shaam Ki Rudaad Safar-e-shaam ki rudaad sunaoon kaisay (x2).Khoon rota hai kalam (x2) aur batao’n kaisay. Safar-e-shaam ki… (x2) Maut achi thi ye Abid ne kaha khoo’n ro kar (x2).Saath saadat ke baazaro’n mein jaaon kaisay.Khoon rota hai kalam aur batao’n kaisay. Safar-e-shaam ki… (x2) Sar barehna hai phuppi aur …
Read More »Bujh Gayi Pyaas Chacha – Nadeem Sarwar 1995-96
Bujh gayi pyaas chacha (x2) laut ke ghar mein aao (x2).Poori kardo ye dua (x2) laut ke ghar mein aao (x2). Bujh gayi pyaas chacha laut ke ghar mein aao. Jaanti hoon ke katay aap ke baazu ran mein.Aap ke baad bacha kya hai meray daaman mein.Kuch nahi karti gila …
Read More »
Abul Hasan Lakhani About Everything I Love!