Haider Ki Tarhan Saahib e Shamsheer Hain Abbas Haider Ki Tarha Saahib e Shamsheer Hain Abbas (x2)Hungam e wiga baap ki tasveer hain AbbasQuran e wafa khulq ki tafseer hain Abbas Tanha hain magar lashkar e Shabbir hain AbbasTanha hain magar lashkar e Shabbir hain Abbas Hain aas ye Zainab …
Read More »Chahta Hai Jee Yehi (Salaam) – Syed Abrar Hussain 1980s
Chahta hai jee yehi aye noor e yazdaani Hussain Chahta hai jee yehi aye noor e yazdaani HussainUmr bhar karta rahoon teri sana khaani Hussain (x2) Chahta hai jee… Azmat e kaaba bhi hai ab us ki azmat par nisaar (x2)Tu ne kal jis khaak par rakhi thi peshaani HussainChahta …
Read More »Sakina Bibi Ke Bain Irfan (Salaam) – Syed Nasir Zaidi 1990-91
Sakina Bibi Ke Bain Irfan Sakina Bibi ke bain irfan.Haram mein mehshar uthaa rahay hain.Bapa hai raandoan mein shor-e-maatam.Hussain marnay ko jaa rahay hain. Sakina Bibi… Kaheen pa gash mein paday hain Abid.Kaheen pa Baqar tadap raha hai.Wo chand bachhay sisakk rahay hain.Wo chand aansoo baha rahay hain. Sakina Bibi… …
Read More »Ali Ko Yaad Wo Ummat (Salaam) – Joan Rizvi 2019-20
Ali Ko Yaad Wo Ummat Ka HaaChala jo masjid-e-kufa wo faatah-e-KhyberTo roknay lagi murghabiyaan bhi ro ro karNa roko aaj hamein keh ke bahar gayay HaiderSukoon dil ko nahi be karaar hota hoo’nWo zulm haaye jo ummat ke yaad karta hoo’n Ali ko yaad wo ummat ka har sitam aaya …
Read More »Aye Chaand Karbala Ke (Salaam)- Sibt-e-Jafar 2012-13
Aye chaand karbala ke Aye chaand karbala ke tu ne to dekhay hongay.Utray thay is zameen par arsh-e-bareen ke taaray.Aye chaand karbala ke. 1. Aye chaand jalwa gar hai Hashim ka chaand yaa par.Khairaat roshni ki le leejiyo yahan se.Aye chaand karbala ke … 2. Aye chaand is zameen par …
Read More »Dekha Jab Baap Ka Laasha – Mir Hasan Mir 2017
Dekha jab baap ka laasha to Sakina royi (x2). Shimr ne maara jo durra (x2) to Sakina royi. Dekha jab baap ka laasha to Sakina royi. 1. Minnatain karti rahi chor de baba ko mere (x2). Shimr ne haath na roka (x2) to Sakina royi. Dekha jab baap ka… 2. …
Read More »Abbas Kahan Ho – Ali Raza Rizvi
Kehtay thay shah-e-deen. Mere Abbas Kahan Ho. Abbas Kahan Ho (x2). 1. Tanhan hoon khada dasht-e-bala mein baraadar. Dekho zara aa kar (x2). Paala jinhain naazon se. Sotay hain kahan woh. Abbas Kahan… (x2) 2. Dikhta nahi ab aankhon se har su hai andhera. Dam rukta hai mera (x2). Deta …
Read More »Rona Ae Apni Aqbat – Ustad Pyare Khan 2008-09 – Heartwarming Salaam
Rona ae apni aqbat layi. Zainab te koi ehsaan nai (x2).Jeda gham-e-Shabbir ich nai ronda. Hai aadmi par insaan nai. 1. Na faujaa kolo dar bachdi. Aa jaldi der na kar bachdi.Ajj sam babay de seenay te. Aajjay shaam wala zindaan nai.Rona ae… 2. Naanay da deen bachaawan layi. Tauheed …
Read More »Gham-e-Hussain Ka Maksad – Ustad Pyare Khan 2008-09 – Heartbreaking Salaam
Gham-e-Hussain Ka Maksad Gham-e-Hussain ka maksad badal nahi sakta (x2).Khayaam jal gaye paigaam jal nahi sakta.Gham-e-Hussain ka. 1. Ye baat bhool gaye dushman-e-Abu Talib (x2).Rasool kufr ke daaman mein pal nahi sakta. 2. Hussain zinda hai jab tak zamana baaki hai (x2).Yazeediat ka shajar phool phal nahi sakta. 3. Wo …
Read More »Chala Hai Karbala Ko – Ustad Pyare Khan 2009-10
Chala hai karbala ko kaarwan… aahista aahista (x2)Alam ki chhaa rahi hai badriyaan… aahista aahista.Chala hai karbala… 1- Ali Akbar jawaani ki kasam mur kar zara dekho (x2).Chali aati hai peechay peechay maa… aahista aahista (x2).Chala hai karbala ko karwaan… aahista aahista. 2- Pidar ki kuwwat-e-bardasht ka tha dhiaan Akbar …
Read More »