Zindaa’n mein Sakina ye buka karti thi ro kar (x2). Dum ghut-ta hai amma mera. Ab yaa se chalo ghar. Zindaa’n mein Sakina ye buka… 1. Kya andhera hai sujhayi nahi deta kuch bhi (x2). Haath rakhta nahi amma mere sar par koi. Aur chund roz mein mar jaoongi main ghut …
Read More »Siskiyan Khaimo Se (Salaam) – Syed Raza Abbas Zaidi
Siskiyan Khaimo Se Hai Sakina Hai Sakina Na ro Sakina Siskiyan khaimo se kis ki aa rahi hai aye Hussain (x2). Kya Sakina ko behan behla rahi hai aye Hussain. 1. Aayainge Abbas paani le ke darya se abhi (x2). Bint-e-Haider sab ko ye batla rahi hain aye Hussain (x2). …
Read More »Khol De Bediyaan (Salaam) – Syed Raza Abbas Zaidi
Jo qaid ho ke chala kaarwan-e-Aal-e-Nabi. Nazar Sakina ki Sajjad-e-na tawaan pe padi. Ke taaziyanay bhi jis ko laga rahay thay shaki. Tadap ke is tarhan shimr-e-layeen se kehnay lagi. Khol de bediyaan bhai beemar hai (x2). 1. Soch behr-e-Khuda ye hai Aal-e-aba (x2). Yuun na durray laga bhai beemar …
Read More »Din Dhal Raha Hai (Salaam) – Syed Raza Abbas Zaidi
Din dhal raha hai pyasi Sakina udaas hai (x2). Mashk-o-Alam ki ab bhi yateemon ko aas hai. 1. Dum ghut raha hai laut ke aa jao ab chacha. Asghar ko teen roz se paani nahi mila. Bachay sisak rahay hain kayi din ki pyaas hai (x2). 2. Rahwaar se Sakina …
Read More »Kya Likha Fatima Sughra Ne – Mir Hasan Mir
Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya (x2). Sheh se khat laasha-e-Akbar pe sunaya na gaya (x2). Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya. 1. Sheh ne chaha to bohat zakhm magar itnay thay (x2). Laasha Abbas ka darya se uthaya na gaya. 2. Jab talak aa na gaye saaray sharabi tab tak (x2). Saani-e-Zehra ko darbar mein laaya na gaya. Kya …
Read More »Aye Raat Na Dhalna – Nasir Zaidi 1990
Aye Raat Na Dhalna Aye raat na dhalna ke ujadh jaayegi Zainab.bhai se dam-e-subh bichadh jaayegi Zainab.Aye raat na dhalna ke ujadh jaayegi Zainab. 1. Sonay de Sakina ko ke phir so na sakay gi.Rona bhi jo chahay gi to phir ro na sakay gi.Asghar se mulaqaat to phir ho na sakay …
Read More »Bano Kahan Talash Karay – Nasir Zaidi 1990-91
Bano Kahan Talash Karay Bano kahan talash karay apnay laal ko (x2)Jungle mein maar daala hai Zehra ki aal ko.Bano kahan talash… 1. Zainab ke saath roti hain sab mil ke bibiaan (x2).Jab dekhti thi roz woh waqt-e-zawaal ko.Bano kahan talash karay… 2. Shabbir dil ko thaam ke ghash kha ke gir paday (x2).Dekha jo khoon mein gark Nabi ke jamaal ko…Bano kahan talash …
Read More »Thi Dusri Jo Dasht Mein – Syed Izhar Hussain Fatepuri
Thi Dusri Jo Dasht Mein تھی دوسری جو دشت میں داخل ہوۓ اِماماور تیسری کو آنے لگی سب سپاہِ شام چوتھی کو شِمر کے ہوئ آنے کی دھوم دھاماور پانچویں کو بھَر گیا لَشکر سے بَن تمام نَرغا ہوا چَھٹی سے شَہِ مَشرَقین پرہَفتُم سے بَند ہو گیا پانی حُسین …
Read More »Aaj Bhi Zainab Ki Aati Hai – Mir Hasan Mir
Aaj bhi Zainab ki aati hai sada bhai Hussain (x2). Tera chehra teri aankhein bhool kab paayi Hussain. Aaj bhi Zainab ki aati hai sada bhai Hussain. 1. Chaltay naaqay se giraya khud ko jalti rayt par (x2). Ghutniyo ke bal main teri laash tak aayi Hussain. 2. Bas main …
Read More »Jamaal-E-Ishq-O-Mohabbat – Syed Izhar Hussain Fatepuri
Jamaal-e-ishq-o-mohabbat ka aayeena Abbas.Jamaal-e-ishq-o-mohabbat ka aayeena Abbas. Kamaal-e-azm-o-amal paikar-e-wafa Abbas.Kamaal-e-azm-o-amal paikar-e-wafa Abbas. Lab-e-furaat wo jauhar dikha diye tu ne.Lab-e-furaat wo jauhar dikha diye tu ne. Ali ki rooh pukaari ke marhaba Abbas. Jamaal-e. Check out my cover post for this beautiful Rubaee here:http://www.abulhasanlakhani.com/jamaal-e-ishq-o-mohabbat-cover/
Read More »