Haaye Haaye Qasim haaye Qasim (x2).
Haaye Haaye Qasim haaye Qasim (x2).
Qaidi ban kar paaband-e-rasand laashon se jo guzray ahl-e-haram.
Har bibi apnay pyaaron se hoti thi vida karkay maatam.
Ek bibi Fatima bint-e-Hasan pamaal badan Qasim ki behan.
Kisi ek jaan se rukhsat na hui (x2).
Tukdon mein jo tha bhai ka badan.
Kabhi is tukday par haaye Qasim kabhi us tukday par haaye Qasim.
Teri bhain gharib noo nayi bhulna (x2).
Tere qatal da manzar haaye Qasim.
Haaye haaye… (x2)
1) Kabhi sehra dekh key rooti thi kabhi ghash khake girjati thi (x2).
Paamaal hua tha bhai jahaan (x2). Us khoon pe girkar haaye Qasim.
Haaye haaye… (x2)
2) Wich rassiyan de paaband hui nayi bhain garib da vas koi (x2).
Hunday hath aazad te marjaandi (x2). Tera matam kar kar haaye Qasim.
Haaye haaye… (x2)
3) Kis shaan se tum dulha thay banay kis shaan se thi baraat chali (x2).
Bethi rahi dulhan hujray mein (x2). Aaye na palat kar haaye qasim.
Haaye haaye… (x2)
4) Farwa ne kaha beta Qasim keh dena daadi Zehra se (x2).
Ghurbat ki kamayi tukdon mein (x2) Dedi hai saja kar haaye Qasim.
Haaye haaye Qasim… (x2)
5) Sanu raas na aayi karbobala Tu baanj kafan main baanj rida (x2).
Tere qatal de baad layeena ne (x2) Meri lut layi chaadar haaye Qasim.
Haaye haaye Qasim… (x2)
6) Har saath muharrum ko mehndi teri yaad me Qasim uthti hai (x2).
Dulha dulha Qasim dulha (x2) Hota hai labon par haaye Qasim.
Haaye haaye Qasim… (x2)
7) Jawwad Rehan te Sarwar nu nae bhulnay vain us Bibi de.
Jenday sadqay aj vi jaari ae (x2). Teda matam ghar ghar haey Qasim.
Haaye haaye Qasim… (x2)