Bekason ke madadgaar Fishaar-e-qabr ko aisa nidhaal kar doonga (x2). Main mushkilon ki tabiyyat bahaal kar doonga. Ali ke naam ne jurrat to di ke zer-e-lahad. Main khud farishton pe ulta sawal kar doonga. Bekason ke madadgaar Mola Ali (x2). Juz tere koi apna sahara nahi. Tera dar chorh kar …
Read More »Hum Madh-e-Ali Mein – Farhan Ali Waris
Hum madh-e-Ali mein daar pe bhi lafzon ko rawaani detay hain. Kat’ti hai zaban kat jaaye magar paigham zabaani detay hain. 1. Shahid hai ada-e-Mesum bhi hum hain woh Ali ke deewanay. Jis pedh pe sooli chadhna ho us pedh ko paani detay hain. Hum madh-e-Ali mein daar pe bhi …
Read More »Na Bhool Kar Bhi Kabhi – Ustad Pyare Khan
Na bhool kar bhi kabhi tum kisi ki baat karo (x2). Ali ka zikr karo bas Ali ki baat karo (x2). Na bhool kar bhi… 1. Kisi ka nafs kisi ka wasi kisi ka Khuda (x2). Ye sab sifaat ho jis mein usi ki baat karo. 2. Ali ke naksh-e-kadam …
Read More »Marhaba Kaabay Mein – Asad Jahan
Marhaba kaabay mein chamka noor-e-imaan baar chaand. Dekhiye Allah ke ghar ko lagay ab chaar chaand. Marhaba kaabay mein chamka. 1. Dekhnay walay mah-o-khursheed yakjaan dekh lain (x2). Ahmed-e-Mukhtar suraj. Haider-e-Karrar chaand (x2). Marhaba kaabay mein… 2. Kya samaayega nazar mein jalwa-e-badr-o-hilaal (x2). Aap ke abroo ma-e-nau. Aap ke rukhsaar …
Read More »Hum Ko Muhabbat Ali Se Hai – Sibt-e-Jafar
Khalq huay jab tabhi se hai. Allah Muhammad Ali se hai. Hum ko muhabbat sabhi se hai. Ulfat Hasnain-o-Zehra se. Nafrat in ke sab aada se. Deen bhi kaamil isi se hai (x2). (Azal se le kar abad talak. Mehad se le kar lehad talak.) (x2) Dharas hum ko Ali se hai …
Read More »Saaqi-e-Kausar Ki Sana – Mir Hasan Mir
Ya Ali. Ya Ali. (x2) Saahib-e-Zulfiqar Al-Madaday. (x2) Kaam mushkil hai ba imdaad-E-Khuda kardunga. Aaj main ishq ka tufaan bapa kardunga. Karne do mujhe saaqi-e-Kausar ki sana. (x2) 1 – Raaz Allah ki tawheed hai hum raaz Ali. Kibriyaee ki daleelon ka hai aaghaz Ali. Dil-e-be-dil se jo nikli hai …
Read More »Mimber Jaanay Haider Jaanay – Mir Hasan Mir
Cher diya hai zikr-e-Maula mimber Jaanay Haider Jaanay. Cher diya hai zikr-e-Maula mimber Jaanay Haider Jaanay. Kufr hai gar ye ishq Ali ka Kaafar Jaane Haider Jaane. Bint-e-Asad to jaayengi har haal mein kaabay kai andar. (x2) Dar hogi deewaar kahan se maadar jaanay Haider jaanay. Ismaeel ye soch rahay …
Read More »Midhat-E-Haider Mere – Mir Hasan Mir 2001-02
Midhat-E-Haider mere lab par zara aanay to do. (x2)Daad mujhko phir tumhara dil agar maanay to do.Midhat-E-Haider mere lab par zara aanay to do. Hosh main aajayengi fauran sipah-e-bad sifaat. (x2)Tum mohibbaan-e-Ali ko josh mein aanay to do.Midhat-E Haider (A.s.)… Khud ba khud phirtay nazar aayengay tufaanoan ke rukh. (x2)Tum …
Read More »Jab Khuda Ko Pukara Ali Aa Gaye
Ali Aa Gaye… (x4) Jab Khuda Ko Pukara… Ali (A.S.) aa gaye Jab Ali aa gaye… zindagi aa gayi (x2) Zindagi bandagi raushni aa gayi Raushni aa gayi… Aagahi Aa gayi
Read More »