Aye Khuda Dast-e-Karam Yaad-e-Abbas sar-e-shaam-e-ghareeba’n aayad.Dokhtar-e-Hazrat-e-Shabbir hiraasa’n aayad. Be kasi kaisi ayaa’n thi ban mein (x2).Laashay paamaal huay jab ran mein.Aag Zahra ke lagee gulshan mein.Yaad-e-Abbas thi aur ahl-e-haram.Aye Khuda Dast-e-Karam (x3). Shaam-e-Ghareeban, Shaam-e-Ghareeban, Shaam-e-Ghareeban (x2) Qasim-o-Akbar-o-Abbas koja raftanda.Haaye dar dasht-e-bala yaad-e-shaheeda’n aayad.Qasim-o-Akbar-o-Abbas nahi.Kuch bhi seenay mein bajuz yaas nahi.Ab …
Read More »Ye Shaam-e-Ghareeban Hai – Nadeem Sarwar 1993-94
Ye Shaam-e-Ghareeban Hai Ye shaam-e-ghareeban hai darya ki rawaani hai (x2).Ye shaam-e-ghareeban hai darya ki rawaani hai (x2).Pyaasay na rahay baki (x2). Phir kis liye paani hai.Ye shaam-e-ghareeban… Asghar teray laashay ko maa ban ke zameen rakhay (x2).Ujdi hui godi ki. Haaye ujdi hui godi ki.Maasoom nishaani hai. Ye shaam-e-ghareeban… …
Read More »Aa Dekh Mere Ghazi – Nadeem Sarwar 1993-94
Aa dekh mere Ghazi ooncha hai alam tera.Dil seenay mein jab tak hai bhoolega na gham tera. Zainab ki dua ban kar ik waqt wo aayega.Har ghar pe saja hoga Abbas alam tera.Dil seenay mein jab tak hai bhoolega na gham tera.Aa Dekh Mere Ghazi … Aa jaati hain Zehra …
Read More »