Fatima Jis Se Ho Khush – Shadman Raza Aftaab-e-falak-e-izz-o-sharafat Zehra (x2). Naaz Quran ko hai jis par woh taharat Zehra. Hai najabat bhi sayadat bhi karamat Zehra. Khud shariyyat ne kaha meri shariyyat Zehra. Arsh-e-Maabood ruka hai nazar-e-Zehra par. Sar-e-Jibreel bhi jhukta hai dar-e-Zehra par. Haan isi dar se to …
Read More »Kaisay Na Karay Sajda – Mukhtar Hussain
Kaisay na karay sajda, taara dar-e-Zehra par (x2). Suraj nazar aata hai (x2), zarra dar-e-Zehra par. Kaisay na karay sajda, taara dar-e-Zehra par 1. Jo Aal-e-Muhammad ki khairaat se waakif hai (x2). Wo lekay nahi jaata (x2), kaasa dar-e-Zehra par. Kaisay na karay… 2. Is khwab ke aalam se rishta …
Read More »Noor Ki Anjuman – Mir Hasan Mir 2005
Noor ki anjuman Fatima (x2). Markaz-e-Panjetan Fatima (x2). 1. Arsh se ban ke aayi hai tu. Murtaza ki dulhan Fatima. 2. Kehkashan se ziyaada haseen (x2). Tere ghar ka chaman Fatima. 3. Khuld ka arsh par hai dimaa. Chhu ke tere charan Fatima. 4. Kab kisi maa ne paida kiye. …
Read More »Aa Gayin Fatima – Mir Hasan Mir – 2003
Aa gayin Fatima, Aa gayin Fatima (x2) Aa gayin Fatima, Aa gayin Fatima (x2) Jibra’eel-e-Ameen de rahay hain sada. Aa gayin… (x2). Aaj khush hain bohat ashraf-ul-Ambiya (SAWW). Aa gayin… (x2). 1. (Arsh se farsh tak noor ka hai samaa. Aayin aalam mein giyaara imamoan ki maa (x2)). Duur aalam …
Read More »