Abid Ko Jahan Ghash Aata Hai. Haaye Sajjad haaye haaye Sajjad (x2). Abid ko jahan ghash aata haiDurro’n se jagaaya jaata hai] (x2). Ik phool hai jis ko kaanto’n par (x2).Din raat chalaaya jaata hai. Abid ko jahan ghash … (x2) Abbas ki gairat se aksar Abid ki aseeri poochti …
Read More »Safar-e-Shaam Ki Rudaad – Joan Rizvi 2019-20
Safar-e-Shaam Ki Rudaad Safar-e-shaam ki rudaad sunaoon kaisay (x2).Khoon rota hai kalam (x2) aur batao’n kaisay. Safar-e-shaam ki… (x2) Maut achi thi ye Abid ne kaha khoo’n ro kar (x2).Saath saadat ke baazaro’n mein jaaon kaisay.Khoon rota hai kalam aur batao’n kaisay. Safar-e-shaam ki… (x2) Sar barehna hai phuppi aur …
Read More »Kyun Na Roye Sajjad – Raza Abbas Zaidi 2010
Kyun Na Roye Sajjad Sajjad rehaayi paa kar bhi. Pardes se ghar ko aa kar bhi.Jab ashk bahaatay rehtay thay. Zainab se dukh dekhay na gayay.Ek roz tadap ye poocha. Sajjad tu kab tak royega.Us waqt mere mola ne kaha. Amma apne muqaddar par. Sughra ke sawaalon par.Kyun na roye …
Read More »Khol De Bediyaan (Salaam) – Syed Raza Abbas Zaidi
Jo qaid ho ke chala kaarwan-e-Aal-e-Nabi. Nazar Sakina ki Sajjad-e-na tawaan pe padi. Ke taaziyanay bhi jis ko laga rahay thay shaki. Tadap ke is tarhan shimr-e-layeen se kehnay lagi. Khol de bediyaan bhai beemar hai (x2). 1. Soch behr-e-Khuda ye hai Aal-e-aba (x2). Yuun na durray laga bhai beemar …
Read More »