Shimr ne pehlay Sakina ko dikhaya khanjar Kalaam: Shimr ne pehlay Sakina koPoet: Mir Takallum MirRecitor: Mir Hasan Mir واہ غریبا واہ حُسینہاۓ حُسین شمر نے پہلے سکینہ کو دکھایا خنجربعد میں گردنِ سرور پہ چلایا خنجر شمر نے پہلے سکینہ کو۔۔۔ کبھی حیدر نے گلا رکھا کبھی زہرا نےکتنے …
Read More »Maidan Mei Koi (Rubaai) – Ustad Sibte Jafar Shaheed 2012
Maidan Mei Koi Jaane Wala Na Raha میدان میں کوئ جانے والا نہ رہااور کوئ گلا کٹانے والا نہ رہا جو مارا گیا اُس کو اُٹھا لاۓ حُسینࣿشَبّیر کا کوئ لانے والا نہ رہامیدان میں ۔۔۔ Maidaan mei koi jaane wala na rahaAur koi gala kataane wala na raha Jo …
Read More »Jab Shimr Maarta Tha – Shahid Baltistani 2023-24
Jab Shimr Maarta Tha Tamancha Hussain Ko Poet: Zeeshan Abidi جب شمر مارتا تھا طمانچہ حُسین کوآتی تھی یاد بالی سکینہ حُسین کو جب شمر مارتا تھا۔۔۔ نیزے کی نوک مار کے پسلی میں بار بارجلتی زمیں پہ زیں سے گرایا حُسین کو جب شمر مارتا تھا۔۔۔ پتّھر کسی نے …
Read More »Sakina Bibi Ke Bain Irfan (Salaam) – Syed Nasir Zaidi 1990-91
Sakina Bibi Ke Bain Irfan Sakina Bibi ke bain irfan.Haram mein mehshar uthaa rahay hain.Bapa hai raandoan mein shor-e-maatam.Hussain marnay ko jaa rahay hain. Sakina Bibi… Kaheen pa gash mein paday hain Abid.Kaheen pa Baqar tadap raha hai.Wo chand bachhay sisakk rahay hain.Wo chand aansoo baha rahay hain. Sakina Bibi… …
Read More »Mera Mazloom Hussain – Nadeem Sarwar 2020-21
Mera mazloom Hussain Gir pada ghodhay se jab ran mein shah-e-karbobala. Wa Hussaina (x4) Gir pada ghodhay se jab ran mein shah-e-karbobala.Saaray aalam mein qayamat ka tha ek shor bapa.Dard mein doobi hui aayi ye ik maa ki sadaa. Haaye mazloom Hussain. Mera mazloom Hussain (x2).Haaye mazloom Hussain. Asr-e-aashoor mera …
Read More »Heartbreaking Noha: Maqtal-e-Imam Hussain – Mir Hasan Mir 2019-20
Maqtal-e-Imam Hussain (A.S) Ghareeb-e-Zehra ki ghurbat suno aye ahl-e-aza (x2). Akela reh gaya maqtal mein jab mera mola.Sipah-e-sham ne chaaro’n taraf se gher liya.Lab-e-furat tha har aik khoon ka pyaasa.Tha ghul charag-e-Imaamat abhi bujhana hai.Arey zami’n pe zeen se Shabbir ko girana hai.zami’n pe zeen se Shabbir ko girana hai. …
Read More »Karyal Jawan Ki Lash – Mir Hasan Mir 2019-20
Karyal jawan ki lash. Akbar. Haaye Akbar (x2). Akbar. Haaye Akbar.Ghoray se gir ke jab Ali Akbar ne di sadaa.Apni kamar ko thaam ke Shabbir ne kaha.Karyal jawan ki lash uthanay chalay hain hum.Aray seedhi ho aye kamar tujhay Abbas ki kasam. Kadhyal jawan ki laash uthanay chalay hain hum.Seedhi …
Read More »Haaye Alamdaar – Mir Hasan Mir 2019-20
Haaye Alamdaar haaye Alamdaar (x2). [Kartay hain maatam haram Abbas ka.Ho gaya marna sitam Abbas ka.] x4 Haaye Alamdar haaye Alamdar (x3). Kehtay thay kamar thaam ke ye Sayyed-e-Abraar.Haaye Alamdar haaye Alamdar (x2). Ye haal hai lashay ka sambhala nahi jaata.(Sambhala nahi jaata)Teer aankh se bhai ki nikaala nahi jaata.(Nikaala …
Read More »Hurr Aa Raha Hai Akbar – Mir Hasan Mir 2019-20
Hurr aa raha hai Akbar seenay usay lagao.Hurr Ibn-e-Riyaahi Aa Ja Mairay Bhai. Hurr aa raha hai Akbar seenay usay lagao (x2).Mehmaan ko hamaray (x2). Khaimay mein le ke aao.Hurr aa raha hai Akbar… (x2) Khud yaad hoga us ko paani tha us ne roka.Khuddar woh bohat hai sharminda hum …
Read More »Teeroan Ke Musallay Par – Hasan Sadiq 1991-92
Teeroan ke musallay par Teeroan ke musallay par wo sajda-e-Shukrana.Shabbir ne batlaaya (x2). Islaam pe mar Jaana. Teeroan ke musallay par… (x2) Kuch is tarha’n laash aayi ik raat ke biyaahe ki (x2).Afsoos keh maadar ne betay ko na pehchana. Teeroan ke… (x2) Socho to musalmaano ye baat koi kam …
Read More »