Haye Shaam Ka Bazaar ہاۓ شام کا بازارہاۓ شام کا بازار سجّاد سے رونے کا سَبَب پوچھ رہا ہےہاۓ شام کا بازار جو شام میں گُزری ہے وہ سب پوچھ رہا ہےہاۓ شام کا بازار ہوں لاکھوں تماشائ بے پردہ پُھپی بہنیںکیسے نہ لہو روئیں بیمار کی پھر آنکھیںاِس غم …
Read More »Sakina Shaam Mein Mar Kar – Nadeem Sarwar 1994-95
Sakina Shaam Mein Mar Kar Sakina Sakina (x2) Sakina shaam mein mar kar yehi samjha gayee logoan (x4). Judayee baap ke seenay (x2) ki mujh ko kha gayee logoan.Sakina shaam mein mar kar yehi samjha gaye logoan (x2) Qafas ghurbat udaasi shimr ka darr pyaas ki shiddat (x2).Sitam itnay huay …
Read More »Rasool-e-Akram Ka Dilruba – Ali Shanawar 2020-21
Rasool-e-Akram Ka Dilruba Waawaila sad waawaila (x6) Rasool-e-Akram ka dilruba be khata maara gaya (x2).Khair-un-Nissa ka laadla (x2) be gunaah maara gaya.Rasool-e-Akram ka dilruba be khata maara gaya. Mustafa kee laadli ne naazoan se paala jisay (x2).Wo sar-e-karb-o-bala (x2) be gunaah maara gaya. Rasool-e-Akram ka dilruba be khata maara gaya …
Read More »Aye Khuda Dast-e-Karam – Nadeem Sarwar 1993-94
Aye Khuda Dast-e-Karam Yaad-e-Abbas sar-e-shaam-e-ghareeba’n aayad.Dokhtar-e-Hazrat-e-Shabbir hiraasa’n aayad. Be kasi kaisi ayaa’n thi ban mein (x2).Laashay paamaal huay jab ran mein.Aag Zahra ke lagee gulshan mein.Yaad-e-Abbas thi aur ahl-e-haram.Aye Khuda Dast-e-Karam (x3). Shaam-e-Ghareeban, Shaam-e-Ghareeban, Shaam-e-Ghareeban (x2) Qasim-o-Akbar-o-Abbas koja raftanda.Haaye dar dasht-e-bala yaad-e-shaheeda’n aayad.Qasim-o-Akbar-o-Abbas nahi.Kuch bhi seenay mein bajuz yaas nahi.Ab …
Read More »Aao Akbar Sehra Baandho – Nadeem Sarwar 1992-93
Aao Akbar Sehra Baandho Aao Akbar sehra baandho (x4).Aao Akbar sehra baandho (x4). Koi masnad laa ke bichhaawo.Koi aanchal sar pe chhaawo.Koi kaajal surma laawo.Koi mehndi rang rachaawo. Aao Akbar sehra baandho (x2). Mera laal sada aabaad rahay.Dil maa behno ka shaad rahay.Sukhi jug jug ye aulaad rahay.Meray mann ki …
Read More »Ye Shaam-e-Ghareeban Hai – Nadeem Sarwar 1993-94
Ye Shaam-e-Ghareeban Hai Ye shaam-e-ghareeban hai darya ki rawaani hai (x2).Ye shaam-e-ghareeban hai darya ki rawaani hai (x2).Pyaasay na rahay baki (x2). Phir kis liye paani hai.Ye shaam-e-ghareeban… Asghar teray laashay ko maa ban ke zameen rakhay (x2).Ujdi hui godi ki. Haaye ujdi hui godi ki.Maasoom nishaani hai. Ye shaam-e-ghareeban… …
Read More »Mera Mazloom Hussain – Nadeem Sarwar 2020-21
Mera mazloom Hussain Gir pada ghodhay se jab ran mein shah-e-karbobala. Wa Hussaina (x4) Gir pada ghodhay se jab ran mein shah-e-karbobala.Saaray aalam mein qayamat ka tha ek shor bapa.Dard mein doobi hui aayi ye ik maa ki sadaa. Haaye mazloom Hussain. Mera mazloom Hussain (x2).Haaye mazloom Hussain. Asr-e-aashoor mera …
Read More »Aa Asghar Bin Teray – Ali Shanawar 2019-20
Aa Asghar Bin Teray Main Chaein Kahan Se Paaon Aa Ali Asghar aa (x4). Aa Asghar bin teray main chaein kahaan se paaon (x2).Aa laut ke aa ja laal teray jee bhar ke naaz uthaaon. Aa Asghar Bin… (x2) Meri Aankh ka taara hai tu. Mujh ko jaan se pyaara …
Read More »Qaid Khaney Mein – Ali Shanawar 2017
Qaid Khaney Mein Baba. Baba. Baba. Sun rahay ho sada baba jaan (x2). Baba jaan… Hum kahan aa gaye ghar kahan reh gaya (x2). Qaid khaney mein noha Sakina ka tha (x2). Hum kahan aa gaye ghar kahan reh gaya (x2). 1. Yaad aata hai guzra zamaana mujhe. Le ke …
Read More »Kufe Ka Aur Shaam – Nadeem Sarwar 1989
Kufe Ka Aur Shaam Ka Manzar Kufe ka aur shaam ka manzar (x2).Yaad jab aa jata hai baba.Dil mera phat jaata hai baba.Kufe ka aur shaam ka manzar. 1. Kabr pe Shabbir ki kartay thay Abid buka (x2).Ho gayi kya kya jafa sun ye shah-e-karbala (x2).Sar pe kisi ke na …
Read More »