Kunba Nabi Ka Qaid Ya Hussain (x4) Kunba Nabi ka qaid tha bazaar-e-shaam tha Kunba Nabi ka qaid… (x2) Zainab thee sar ba-rehna (x2) Qaidi Imam tha Kunba Nabi ka qaid… (x2) Beti Ali ki sar khulay darbaar-e-aam mein (x2)Abbas ke liye ye hayaa ka maqaam thaZainab thi sar ba-rehna …
Read More »Teeroan Ke Musallay Par – Hasan Sadiq 1991-92
Teeroan ke musallay par Teeroan ke musallay par wo sajda-e-Shukrana.Shabbir ne batlaaya (x2). Islaam pe mar Jaana. Teeroan ke musallay par… (x2) Kuch is tarha’n laash aayi ik raat ke biyaahe ki (x2).Afsoos keh maadar ne betay ko na pehchana. Teeroan ke… (x2) Socho to musalmaano ye baat koi kam …
Read More »Sughra Ko Rulata Hai – Hasan Sadiq 1998-99
Sughra Ko Rulata Hai Sughra ko rulata hai ye chaand muharram ka.Sughra ko rulata hai ye chaand muharram ka (x2).Jab saamnay aata hai (x2). Ye chaand muharram ka. Sughra ko rulata hai… Hum surat-e-Zehra se bhai ke bichadnay ki.Khatoon-e-qayamat ke ghar baar ujadnay ki.Ghar baar ujadnay ki.Rudaad sunata hai. Ye chaand …
Read More »