Tag Archives: Hazrat Abbas

Jab Kabhi Tum Gardish-e-Doraan – Ustad Pyare Khan

Jab Kabhi Tum Gardish-e-Doraan - Ustad Pyaray Khan

Jab Kabhi Tum Gardish-e-Doraan Jab kabhi tum gardish-e-doraan se ghabraya karo.Parcham-e-Abbas ke saaye main aa jaaya karo. Jab kabhi paida ho dil mein khwahish-e-khuld-e-bareen (x2).Majlis-e-Shabbir mein aaya karo jaaya karo (x2). Jab kabhi tum… Khud ba khud fiqr-o-amal ki tarbiyyat ho jaayegi (x2).Apnay bachoan se alam Ghazi ka uthwaaya karo (x2). Jab kabhi tum… Rizq mein wus’at milay gi barkatein badh …

Read More »

Jamaal-E-Ishq-O-Mohabbat – Syed Izhar Hussain Fatepuri

Jamaal-e-Ishq-o-Mohabbat Ka Aayeena Abbas - Syed Izhaar Hussain

Jamaal-e-ishq-o-mohabbat ka aayeena Abbas.Jamaal-e-ishq-o-mohabbat ka aayeena Abbas. Kamaal-e-azm-o-amal paikar-e-wafa Abbas.Kamaal-e-azm-o-amal paikar-e-wafa Abbas. Lab-e-furaat wo jauhar dikha diye tu ne.Lab-e-furaat wo jauhar dikha diye tu ne. Ali ki rooh pukaari ke marhaba Abbas. Jamaal-e. Check out my cover post for this beautiful Rubaee here:http://www.abulhasanlakhani.com/jamaal-e-ishq-o-mohabbat-cover/

Read More »

Hum Ko Maloom Hai Wafa Kya Hai

Hum Ko Maloom Hai Wafa Kya Hai

Hum To Abbas Ke Sana Gar Hain, Hum Ko Maloom Hai Wafa Kya Hai Khak Paaye Janab-e-Qambar Hain, Hum Ko Maloom Hai Wafa Kya Hai In Ki Mad’ha Saraayi Mushkil Hai, In Ke Dar Ki Gadayi Mushkil Hai Zikar-e-Abbas Ki Hadain Kya Hain, In Hadoan Tak Rasaayi Mushkil Hai Woh Sakhawat Ka Ek Samandar …

Read More »