Ammu Bhi Gaye Jis dum jalay khayaam-e-Shehanshaah-e-behr-o-bar. Aik bachi nikli khaimay se us dum barhaina sar. Jalta tha daaman aag se kapday thay khoo mein tar. Maqtal ki simt rukh kiye jaati thi noha gar. Sab ran mein ja ke reh gaye tanha hamain kiya. Aada ne cheeni chaadarain. Khaima …
Read More »Chacha Main Aap Ki Turbat – Mir Hasan Mir 2017
Chacha Main Aap Ki Turbat Hai chacha Abbas (x3). Haaye. Aray jab dafn karnay aaye tan-e-paash paash ko. Abid pukaaray dekh ke Ghazi ki laash ko. Aray chacha main aap ki turbat bananay aaya hoon. Sakina ab bhi hai pyasi batanay aaya hoon. Chacha main aap ki turbat bananay aaya …
Read More »Dekha Jab Baap Ka Laasha – Mir Hasan Mir 2017
Dekha jab baap ka laasha to Sakina royi (x2). Shimr ne maara jo durra (x2) to Sakina royi. Dekha jab baap ka laasha to Sakina royi. 1. Minnatain karti rahi chor de baba ko mere (x2). Shimr ne haath na roka (x2) to Sakina royi. Dekha jab baap ka… 2. …
Read More »Abbas Kahan Ho – Ali Raza Rizvi
Kehtay thay shah-e-deen. Mere Abbas Kahan Ho. Abbas Kahan Ho (x2). 1. Tanhan hoon khada dasht-e-bala mein baraadar. Dekho zara aa kar (x2). Paala jinhain naazon se. Sotay hain kahan woh. Abbas Kahan… (x2) 2. Dikhta nahi ab aankhon se har su hai andhera. Dam rukta hai mera (x2). Deta …
Read More »Alamdaar Na Aaya – Various Artists
Alamdaar Na Aaya Aaya Hai Alam Aur Alamdaar Na Aaya (x4). Aaya Hai Alam Aur Alamdaar Na Aaya (x2).Darya Se Dil-e-Haidar-e-Qarrar Na Aaya. Aaya Hai Alam Aur Alamdaar Na Aaya (x4). Ghairat Ka Taqaza Hai Alamdar Ki Hasti (x2).Bachhi Se Sharam Saar Wafadar Na Aaya. Aaya Hai Alam… Paani Ke …
Read More »Kaash Abbas Na Maaray Jaatay – Agha Talib Hasan
Kaash Abbas na maaray jaatay (x2). Kaash Abbas na maaray jaatay (x2). 1- Donoan baazu ko shehanshah-e-wafa ke thamay. Laash-e-Abbas pe Shabbir buqa kartay thay. Re bhai tum saath hamaray jaatay. Kaash Abbas… Kaash Abbas na (x2). 2- Aaj bhi aati hai ye qabr-e-Sakina se sada. Aye chacha laati na zindaan mein yun hum ko qaza. Saath agar hum bhi tumharay jaatay. Kaash Abbas… …
Read More »Tu Na Aaya Ghazi – Mir Hasan Mir
Jab rida sar se chini main sada deti rahi. Tu na aaya Ghazi. Aal-e-Imran kahan aur zindan kahan. Ye behan qaid hui. Tu na aaya Ghazi… Jab rida sar… 1. Hum ko paani na milay teri khusbu to rahay. Tere baazu na katain chahay mashkeeza chiday. Ye magar ho na saka tere baazu hain juda. Mujh pe hai tashnalabi. Tu …
Read More »