Hum madh-e-Ali mein daar pe bhi lafzon ko rawaani detay hain. Kat’ti hai zaban kat jaaye magar paigham zabaani detay hain. 1. Shahid hai ada-e-Mesum bhi hum hain woh Ali ke deewanay. Jis pedh pe sooli chadhna ho us pedh ko paani detay hain. Hum madh-e-Ali mein daar pe bhi …
Read More »Na Bhool Kar Bhi Kabhi – Ustad Pyare Khan
Na bhool kar bhi kabhi tum kisi ki baat karo (x2). Ali ka zikr karo bas Ali ki baat karo (x2). Na bhool kar bhi… 1. Kisi ka nafs kisi ka wasi kisi ka Khuda (x2). Ye sab sifaat ho jis mein usi ki baat karo. 2. Ali ke naksh-e-kadam …
Read More »Marhaba Kaabay Mein – Asad Jahan
Marhaba kaabay mein chamka noor-e-imaan baar chaand. Dekhiye Allah ke ghar ko lagay ab chaar chaand. Marhaba kaabay mein chamka. 1. Dekhnay walay mah-o-khursheed yakjaan dekh lain (x2). Ahmed-e-Mukhtar suraj. Haider-e-Karrar chaand (x2). Marhaba kaabay mein… 2. Kya samaayega nazar mein jalwa-e-badr-o-hilaal (x2). Aap ke abroo ma-e-nau. Aap ke rukhsaar …
Read More »Rehta Hai Jo Zamanay Mein – Ustad Pyare Khan
Rehta Hai Jo Zamanay Mein Rehta hai jo zamanay mein Haider se duur duur.Hoga baroz e hashr payambar se duur duur.Rehta hai jo zamanay mein… 1. Tum khushk sang rezoan se kya faiz pao ge (x2).Qatroan pe mar rahay ho samandar se duur duur. 2. Aisay bhi soorma thay Nabi …
Read More »Jab Ayaa e Baligh Teray – Mir Hasan Mir
Jab ayaa e baligh teray tewar nazar aayay (x2). Jab ayaa e baligh teray tewar nazar aayay. Dunya mein Ali sab se kadaawar nazar aayay. Jab aaya e baligh teray tewar nazar aayay. 1. Suraj ki kahin dhoop kahin ishq ka saaya (x2). Ik waqt mein do tarhan ke manzar …
Read More »Hum Ko Muhabbat Ali Se Hai – Sibt-e-Jafar
Khalq huay jab tabhi se hai. Allah Muhammad Ali se hai. Hum ko muhabbat sabhi se hai. Ulfat Hasnain-o-Zehra se. Nafrat in ke sab aada se. Deen bhi kaamil isi se hai (x2). (Azal se le kar abad talak. Mehad se le kar lehad talak.) (x2) Dharas hum ko Ali se hai …
Read More »