Aaiye apnay maula se baatain karain. Aaj mauqa bhi hai aur fursat bhi hai. Main mukhatib jo hun woh bhi maujood hain. Khud kalami nahi hai sama’at bhi hai. Aaiye apnay maula se baatein karain. 1. Mera Imaan hai mera aelaan hai. Aap gayab nahi balke maujood hain. Aap waaqif bhi hain aur qaadir bhi hain. …
Read More »Mola Ab Aa Bhi Jaayain – Sibt-e-Jafar
Mola ab aa bhi jaayain kab se bula rahay hain. Jaur-o-sitam jahaa’n ke badhtay hi ja rahay hain. Dushman jo aap ke thay hum ko sata rahay hain. Mola ab aa bhi jaayain… Ab hadh se badh chukay hain fisk-o-fujoor-o-zulmat. Har gaam ho rahi hai tauheen-e-Aadmiyyat. Aqdaar ke janazay dafnaye ja …
Read More »Zahoor Ka Waqt – Sibte Jafar – Cover
This is my cover for Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai by Sibt-e-Jafar and it is my second recitation. I love this manqabat too and is one of my favorite. It tells us what should we do while we wait for our Imam ul Hujjat, Imam Mehdi AJTF, and how …
Read More »Aap Par Durood Aur Salam Aye Mere Imam – Mir Hasan Mir
Aap par durood aur salam aye mere Imam. (x2) Bas yehi sada hai subha shaam aye mere Imam. (x2) Aap par durood aur salam aye mere Imam. (x2) Aa rahay hain aap chal rahi hai ye khabar. Khana-e-Khuda pe hai tiki hui nazar. Saj rahay hain raastay tamaam. Aye Mere …
Read More »Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai – Ustad Sibte Jafar Shaheed
Zahoor ka waqt aa gaya hai Imam se la’ou lagaaye rakhna. Zahoor ka waqt aa gaya hai Haram pa nazrain jamaaye rakhna. Zahoor ka waqt aa gaya hai charag-e-ulfat jalaaye rakhna. Na neend aaye na oongh aaye, rakho har ik par nazar jamaaye. Dil-o-nazar se ke saamrah se na jaane kis raaste se Aaye. …
Read More »Jab Imam Aayenge – Ustad Syed Sibt-e-Jafar Zaidi
Haal-e-gham sunaenge Jab Imam Aayenge Zakhm-e-dil dikhaenge Jab Imam AayengeMehfilain jamaaenge Jab Imam AayengeBam-o-dar sajaenge Jab Imam AayengeJashn Hum manaenge Jab Imam Ayenge Zakhm hain abhi taaza makka aur madeena keShaam-o-kufa karbobala hum bhula nahi sakteAz sakeefa taayin dam ghair se nahi pohncheJitne dukh uthaae hain hum ne kalma goyoan …
Read More »