Jao mere laal Aayay jo qabr-e-Fatima pe Sayyad-e-anaam.Rukhsaar rakh ke qabr pe ro kar kiya kalaam.Sehra mein dil ke tukdoan ki basti basaaunga.Amma Madinay laut ke main aa na paaunga.Kaampa falak laraznay lagi qabr-e-Sayyeda.Aayi janab-e-Fatima ki qabr se sadaa.Jao meray laal. Jao mere laal jao meray laal.Tum pe har kadam …
Read More »Ye Karbala Hai – Mir Hasan Mir 2016-17
Ye Karbala Hai Ye Karbala Hai Yahan sambhal kar kadam uthana.Ye Karbala hai… Ye baat hargiz na bhool jaana.Ye Karbala…Yahan sambhal kar kadam uthana.Ye Karbala… Jahaan-e-sabr-o-riza yehi hai.Khuda-e-sabr-o-riza yehi hai.Yahan pe aatay hain chal ke Mehdi.Bahisht-e-Zehra ye sar zamee’n hai.Yahan hai Zehra ka aana jaana.Ye Karbala…(x2) Yahan sambhal kar…Ye Karbala…(x2) …
Read More »Mujhe Koi Gham Nahi Hai Cover
Mujhe Koi Gham Nahi Hai Cover Ok, so the first video for my website from a guest reciter, a very respectable community member here in Auckland, New Zealand Dr. Sajjad Haider Naqvi. Not only he has a beautiful voice but he has complete control over it and does the justice with …
Read More »Mujhe Koi Gham Nahi Hai – Sibt-e-Jafar
Mujhe koi gham nahi hai Mujhe koi gham nahi hai magar aey Hussain tera.Meri fiqr ki hai manzil safar aey Hussain tera. Kya ajab tha ghair leti mujhe har tarha’n ki fiqrain. (x2)Na jo gham rafeeq hota agar aey Hussain tera. Kabhi kufr ke muqabil to kabhi munafiqoan ke. (x2)Raha sar bakaf hamesha …
Read More »Karbal Ki Kahani Jab – Nasir Jahan 1950-60 (Roughly)
Karbal Ki Kahani Jab کربل کی کہانی جَب کوئ بھی سُنائیگادل والوں کی آنکھوں سے اِک دَریا بہائیگاوہ قافلہ سَروَر کا جِس شان سے نِکلا تھاصُغرا کو خَبَر کیا تھی نہ لوٹ کے آئیگازہرہ زہرہ پُرسہ لو بَہَتَّر کا مِہمان بُلایا ہے اۓ کوفیوں سَروَر کوکیا کُنبہ شَہِ دیں کا …
Read More »