Ya Fatima ridaa mein Ya ghareeb. Ya Hussain. Hai Ghareeb. Hai Hussain. Maktal mein gir raha hai (x2) sambhalo Hussain ko. Ya Fatima ridaa mein chupa lo Hussain ko (x2). Ya Fatima ridaa… Maktal mein gir raha hai (x2) sambhalo Hussain ko. Ya Fatima ridaa… (x2) 1. Paiwast hain ghareeb …
Read More »Chacha Main Aap Ki Turbat – Mir Hasan Mir 2017
Chacha Main Aap Ki Turbat Hai chacha Abbas (x3). Haaye. Aray jab dafn karnay aaye tan-e-paash paash ko. Abid pukaaray dekh ke Ghazi ki laash ko. Aray chacha main aap ki turbat bananay aaya hoon. Sakina ab bhi hai pyasi batanay aaya hoon. Chacha main aap ki turbat bananay aaya …
Read More »Dekha Jab Baap Ka Laasha – Mir Hasan Mir 2017
Dekha jab baap ka laasha to Sakina royi (x2). Shimr ne maara jo durra (x2) to Sakina royi. Dekha jab baap ka laasha to Sakina royi. 1. Minnatain karti rahi chor de baba ko mere (x2). Shimr ne haath na roka (x2) to Sakina royi. Dekha jab baap ka… 2. …
Read More »Qaid Khanay Say Sakina – Mir Hasan Mir 2017
Qaid Khanay Say Sakina Ki Ye Aati Thi Sada Haaye Sakina (x3) Haaye Haaye. Samajh ke Zehra sataya gaya Sakina ko. Kadam kadam pe rulaya gaya Sakina ko. Woh zakhm aaj bhi taaza hain. Pusht-e-naaka se gir rahi hai. Giraya gaya Sakina ko. Haaye Haaye. Qaid khanay se Sakina ki …
Read More »Ab Mujhe Koi Sakina – Mir Hasan Mir 2015-16
Ab Mujhe Koi Sakina Nahi Kehta Baba Baba mere baba (x2). Shah ki laadli jab qaidi-e-zindaan hui.Royi ghabrayi bohat aur pareshan hui.Qaid khanay ki ghutan maut ka samaan hui.Jaan lagta tha ke maasoom ki be jaan hui.Laash Shabbir ki maqtal mein tadap jaati thi.Qaid khanay se jo bachi ki sada …
Read More »Kufe Ka Aur Shaam – Nadeem Sarwar 1989
Kufe Ka Aur Shaam Ka Manzar Kufe ka aur shaam ka manzar (x2).Yaad jab aa jata hai baba.Dil mera phat jaata hai baba.Kufe ka aur shaam ka manzar. 1. Kabr pe Shabbir ki kartay thay Abid buka (x2).Ho gayi kya kya jafa sun ye shah-e-karbala (x2).Sar pe kisi ke na …
Read More »Kyun Na Roye Sajjad – Raza Abbas Zaidi 2010
Kyun Na Roye Sajjad Sajjad rehaayi paa kar bhi. Pardes se ghar ko aa kar bhi.Jab ashk bahaatay rehtay thay. Zainab se dukh dekhay na gayay.Ek roz tadap ye poocha. Sajjad tu kab tak royega.Us waqt mere mola ne kaha. Amma apne muqaddar par. Sughra ke sawaalon par.Kyun na roye …
Read More »Kohram Mach Gaya – Mir Hasan Mir 2010-11
Kohram Mach Gaya Alvida Alvida (x2). Khaimay mein aa ke Shah ne jab alvida kaha.Kohram mach gaya kohram mach gaya (x2). Khaimay mein aa ke Shah ne jab alvida kaha.Kohram mach gaya kohram mach gaya (x2). 1. Tha jis ka intezar woh saa’at kareeb hai.Din dhal raha hai sham-e-museebat kareeb …
Read More »Qabr Asghar Ki – Mir Hasan Mir 2010
Qabr Asghar ki bananay mein bohat der lagi (x2). Sheh ko ek chaand chupanay mein bohat der lagi. 1. Kuch kadam duur hai bazaar se darbaar magar (x2). Phir bhi Shehzadi ko aanay mein bohat der lagi. Qabr Asghar ki… 2. Sheh ne har laash ko jaldi se uthaya lekin …
Read More »Abbas Kahan Ho – Ali Raza Rizvi
Kehtay thay shah-e-deen. Mere Abbas Kahan Ho. Abbas Kahan Ho (x2). 1. Tanhan hoon khada dasht-e-bala mein baraadar. Dekho zara aa kar (x2). Paala jinhain naazon se. Sotay hain kahan woh. Abbas Kahan… (x2) 2. Dikhta nahi ab aankhon se har su hai andhera. Dam rukta hai mera (x2). Deta …
Read More »