Khalq huay jab tabhi se hai. Allah Muhammad Ali se hai. Hum ko muhabbat sabhi se hai. Ulfat Hasnain-o-Zehra se. Nafrat in ke sab aada se. Deen bhi kaamil isi se hai (x2). (Azal se le kar abad talak. Mehad se le kar lehad talak.) (x2) Dharas hum ko Ali se hai …
Read More »Darwaza-e-Hussain Pe – Mir Hasan Mir
Darwaza-e-Hussain pe sajda kiay baghair (x2). Banta nahi wali koi aisa kiay baghair. Darwaza-e-Hussain pe sajda kiay baghair. 1. Dafnana mujh ko jald Ali hongay muntazir (x2). Aye logo intezar kisi ka kiay baghair. Darwaza-e-Hussain… 2. Nou lakh sar jhukay hain tabassum ke saamnay (x2). Asghar ne jang jeet li hamla kiay baghair. Darwaza-e-Hussain… …
Read More »Hussain Ke Jaisa – Syed Mukhtar Hussain
Kahan se laaye gi dunya Hussain ke jaisa (x2). Faqat Hussain milay ga Hussain ke jaisa Kahan se laaye gi dunya Hussain ke jaisa (x2). 1. Ibaadaton ka to jaari hai silsila ab tak. Namaz ko woh namazi nahi mila ab tak. Karay jo khaak pe sajda… Kahan se laaye …
Read More »Tujhe Dekhna Hai Wuzu Mera – Ustad Pyare Khan
Tujhe dekhna hai wuzu mera. Tera ishq meri namaz hai. Tu hi baksh deta hai shahiyaan. Tu bada gareeb nawaz hai. Tujhe dekhna hai wuzu mera. Tu ibaadaton ka sujood hai. Tu shahadaton ka kayam hai. Tu wilayaton ka ruku bhi hai (x2). Tu hi la ilaah ka raaz hai. Tu nabi ki pusht …
Read More »Kya Tha Khuda Ka Deen – Syed Izhar Hussain
Kya tha khuda ka deen isay kya bana diya. (x2) Shabbir ne mariz maseeha bana diya. Kya tha khuda ka deen isay kya bana diya. 1 – Samjha raha tha main usay kaisi hai Karbala. (2) Rizwan ne bahisht ka naqsha bana diya. Kya tha khuda ka… 2 – Sholay …
Read More »Iss Baat Se Mehsoos Karo – Mir Hasan Mir
Iss baat se mehsoos karo kya hai Sakina. Abbas ke honton ka qaseeda hai Sakina. Aaeena-e-Zehra mein jo dekha tera bachpan. Har aks pukaara ke tu Zehra hai Sakina. Jo pyaas ke parcham ki Alamdar hai ab tak. Abbas ki woh pyari Sakina hai Sakina. Abbas ki nazron se koi …
Read More »Zindaa’n mein Sakina ye buka – Naeem Abbas Rufi
Zindaa’n mein Sakina ye buka karti thi ro kar (x2). Dum ghut-ta hai amma mera. Ab yaa se chalo ghar. Zindaa’n mein Sakina ye buka… 1. Kya andhera hai sujhayi nahi deta kuch bhi (x2). Haath rakhta nahi amma mere sar par koi. Aur chund roz mein mar jaoongi main ghut …
Read More »Begunah Mara Gaya – Various Artists
Begunah Mara Gaya Begunah mara gaya sibt-e-Rasool-e-do sara. Wa Hasan-e-sabz qaba (x4)Kalma goyoan ne ye kya khoob kiya wada wafa. Wa Hasan-e-sabz qaba (x2) Begunah mara gaya… 1. Bhai ki laash pe ro ro ke ye Zainab ne kaha.Aarzu thi bhayya (x2).Kaash Abdullah-o-Qasim ko banatay dulha.Wa Hasan-e-sabz qaba. Begunah mara gaya… (x2) 2. …
Read More »Siskiyan Khaimo Se (Salaam) – Syed Raza Abbas Zaidi
Siskiyan Khaimo Se Hai Sakina Hai Sakina Na ro Sakina Siskiyan khaimo se kis ki aa rahi hai aye Hussain (x2). Kya Sakina ko behan behla rahi hai aye Hussain. 1. Aayainge Abbas paani le ke darya se abhi (x2). Bint-e-Haider sab ko ye batla rahi hain aye Hussain (x2). …
Read More »Meri Sakina Ko – Syed Raza Abbas Zaidi 2010
Meri Sakina Ko Neend Aa Rahi Hai بانو یہ عابد کو بتلا رہی ہےمیری سکینہ کو نیند آ رہی ہے کہدو ہوائوں سے آہستہ آئیںکہدو پرندوں سے غُل نہ مچائیںکہدو اندھیروں سے واپس نہ جائیںجاگی ہوئی چین کچھ پا رہی ہےمیری سکینہ کو نیند ۔۔۔۔۔ شاید رسن کی اذیت …
Read More »