Zahoor ka waqt aa gaya hai Imam se la’ou lagaaye rakhna. Zahoor ka waqt aa gaya hai Haram pa nazrain jamaaye rakhna. Zahoor ka waqt aa gaya hai charag-e-ulfat jalaaye rakhna. Na neend aaye na oongh aaye, rakho har ik par nazar jamaaye. Dil-o-nazar se ke saamrah se na jaane kis raaste se Aaye. …
Read More »Karam Mangta Hoon – Owais Raza Qadri 2009-10 – Beautiful Hamd
Karam Mangta Hoon ata Mangta Hoon.Ilaahi Main Tujhse Dua Mangta Hoon. Ata kar tu shaan-e-kareemi ka sadqa.Ata kar de shaan-e-Raheemi ka sadqa.Na mangunga tujhse to mangunga kis se.Tera hoon main tujhse dua mangta hoon. Jo muflis hain unko tu daulat ata kar.Jo beemar hain un ko sehat ata kar.Mareezoan ki …
Read More »Jab Imam Aayenge – Ustad Syed Sibt-e-Jafar Zaidi
Haal-e-gham sunaenge Jab Imam Aayenge Zakhm-e-dil dikhaenge Jab Imam AayengeMehfilain jamaaenge Jab Imam AayengeBam-o-dar sajaenge Jab Imam AayengeJashn Hum manaenge Jab Imam Ayenge Zakhm hain abhi taaza makka aur madeena keShaam-o-kufa karbobala hum bhula nahi sakteAz sakeefa taayin dam ghair se nahi pohncheJitne dukh uthaae hain hum ne kalma goyoan …
Read More »Tere Naam Se Zinda Hai – Ustad Sibte Jafar Shaheed
Shabbir ye sab dunya tere naam se zinda hai Ye deen Muhammad ka tere naam se zinda hai Allah ka bhi kalma tere naam se zinda hai Phaili hain zamanay main tauheed ki tanveerain Goonji hain tere dum se kaunain main takbeerain Haq tujhse hai paayinda tere naam se zinda …
Read More »Iss Tarha Se Jeene Ka Hunar Dete Hain Abbas
Iss Tarha Se Jeene Ka Hunar Dete Hain Abbas Rag Rag Me Wafadariyan Bhar Dete Hai Abbas Iss Tarha Se Jeene Ka Hunar Dete Hain Abbas Yeh Aaise Sakhi Aaise, Sakhi Aaise Sakhi Hain Kuch Maange Bina Jholiyan, Bhar Dete Hain Abbas
Read More »Hum Ko Maloom Hai Wafa Kya Hai
Hum To Abbas Ke Sana Gar Hain, Hum Ko Maloom Hai Wafa Kya Hai Khak Paaye Janab-e-Qambar Hain, Hum Ko Maloom Hai Wafa Kya Hai In Ki Mad’ha Saraayi Mushkil Hai, In Ke Dar Ki Gadayi Mushkil Hai Zikar-e-Abbas Ki Hadain Kya Hain, In Hadoan Tak Rasaayi Mushkil Hai Woh Sakhawat Ka Ek Samandar …
Read More »Likhi Hai Shabbir Ki Fazilat
Likhi Hai Shabbir Ki Fazilat, Kalam Ne Sir Ko Jhuka Jhuka Ke. Main Is Qaseeday Ki Daad Paaunga, Sayyeda Ko Suna Suna Ke. Sanaa-e-Shabbir Jab Hun Likhta, Main Pehlay Naad-e-Ali Hoon Padhta. Zakhira Alfaaz Ka Na Jaane, Kahan Se Na Cheez Ko Hai Milta. Ye Lafz Jibreel Meri Jaanib, Hai …
Read More »Heartwarming Hamd: Na Tera Khuda Koi Aur Hai – Najam Sheraz 2006-07
Na Tera Khuda Koi Aur Hai Na Tera Khuda Koi Aur Hai, Na Mera Khuda Koi Aur HaiYe Jo Raastay, Hain Juda Juda, Ye Muaamila Koi Aur Hai Kyun Nahi Dekhta Is Jahaan Mein, Har Sheh Laa Mehdood HaiJab Uthi Nigaah To Jhuk Gayi, Ye Maamla Kuch Aur HaiAllah, Allah, …
Read More »Karbal Ki Kahani Jab – Nasir Jahan 1950-60 (Roughly)
Karbal Ki Kahani Jab کربل کی کہانی جَب کوئ بھی سُنائیگادل والوں کی آنکھوں سے اِک دَریا بہائیگاوہ قافلہ سَروَر کا جِس شان سے نِکلا تھاصُغرا کو خَبَر کیا تھی نہ لوٹ کے آئیگازہرہ زہرہ پُرسہ لو بَہَتَّر کا مِہمان بُلایا ہے اۓ کوفیوں سَروَر کوکیا کُنبہ شَہِ دیں کا …
Read More »Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Paane Waala
Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Paane Waala. Ussi Se Hai Islam Ka Bol Baala. Wo Sar Chashma-e-Noor-e-Fatah-e-Mubeen Hai. Wohee Mash’al-e-Raah-e-Azm-o-Yaqeen Hai. Ussi Se Hamare Dilon Mein Ujaala. Ussi Se Hai Islam Ka Bol Bala. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Paane Waala. Ussi Se Hai Islam Ka Bol Baala. Ussi Ke Ye Hum …
Read More »