Bujh gayi pyaas chacha (x2) laut ke ghar mein aao (x2).Poori kardo ye dua (x2) laut ke ghar mein aao (x2). Bujh gayi pyaas chacha laut ke ghar mein aao. Jaanti hoon ke katay aap ke baazu ran mein.Aap ke baad bacha kya hai meray daaman mein.Kuch nahi karti gila …
Read More »Meray Ghazi Kahan Ho – Shahid Baltistani 2007-08
Meray Ghazi Kahan Ho Meray Ghazi Kahan Ho (x2). Teri jageer se chal pada qaafila.Meray Ghazi… Aye meray bawafa hai behan be rida.Meray Ghazi Kahan Ho. Teri jageer se chal pada qaafila.Meray Ghazi… Tujhko dekhe bina chain aata nahi.Nok-e-naiza pe sar tera milta nahi.Main ziyarat karoon kis tarhan ye bata.Meray …
Read More »Zindaan mein Sakina ko – Rizvia Party
Zindaan mein Sakina ko yaad aaya wo seena (x2).Jis seene pe soti thi (x2) masoom Sakina. Kar tars zara zaalim Baba ko na rouongi.Main godh mein maadar ki aaram se souongi.Be reham laeenoa’n ne (x2) faryaad suni na. Zindaan mein Sakina ko… (x2) Hai maut ki khamoshi taareeki ye zindaa’n …
Read More »Khuda Khair Karay – Mir Hasan Mir 2017-18
Khuda khair karay Bint-e-Zehra ka khula sar hai Khuda khair karay.Bint-e-Zehra ka khula sar hai Khuda khair karay (x2). Bint-e-Zehra ka khula sar hai Khuda khair karey (x2).Aur har haath mein patthar hai Khuda khair karey. Bint-e-Zehra ka… (x2) Hurr ke betay pe hi Shabbir bohat roye thay (x2).Ab to …
Read More »Abbas Abbas (A.S) – Shahid Baltistani 2019-20
Abbas Abbas Abbas (A.S). Beta hai tu Ali ka Zahra ki tu dua hai.Shabbir tera aaqa Umm-ul-Baneen maa hai. Har surat-o-chalan mein Haider se na juda hai. Taa hashar tujh se qaayim dunya mein bas wafa hai. Dil ki muradai’n Ghazi teray alam se paayai’n.Roti hui jo maaei’n teray alam …
Read More »Koi Ghaibat Mein Baitha – Mir Hasan Mir 2008-09
Koi ghaibat mein baitha khoon ke aansoo bahata hai (x2). Usay Zainab ka jab (x2) bazaar jaana yaad aata hai. Koi Ghaibat mein… (x2) Koi ghamkhwar ghaibat mein mayassar hi nahi us ko.So tanhaayi mein har (x2) noha wo khud ko hi sunata hai. Koi ghaibat mein… (x2) Unhi galiyo’n …
Read More »Heartbreaking Noha: Maqtal-e-Imam Hussain – Mir Hasan Mir 2019-20
Maqtal-e-Imam Hussain (A.S) Ghareeb-e-Zehra ki ghurbat suno aye ahl-e-aza (x2). Akela reh gaya maqtal mein jab mera mola.Sipah-e-sham ne chaaro’n taraf se gher liya.Lab-e-furat tha har aik khoon ka pyaasa.Tha ghul charag-e-Imaamat abhi bujhana hai.Arey zami’n pe zeen se Shabbir ko girana hai.zami’n pe zeen se Shabbir ko girana hai. …
Read More »Karbala Le Chal Mujhe – Nadeem Sarwar 1997-98
Karbala Le Chal Mujhe Karbala Karbala Karbala aye karbala. (x2) Jaanay waalay karbala ke karbala le chal mujhe (x4).Jaanay waalay karbala ke karbala le chal mujhay (x2).Roza-e-Shabbir par doonga dua le chal mujhay.Jaanay waalay karbala ke karbala le chal mujhay. (x2) Hai jahaa’n ganj-e-shaheeda’n hai jahaa’n nehr-e-furat (x2).Jis jaga sayyad …
Read More »Karyal Jawan Ki Lash – Mir Hasan Mir 2019-20
Karyal jawan ki lash. Akbar. Haaye Akbar (x2). Akbar. Haaye Akbar.Ghoray se gir ke jab Ali Akbar ne di sadaa.Apni kamar ko thaam ke Shabbir ne kaha.Karyal jawan ki lash uthanay chalay hain hum.Aray seedhi ho aye kamar tujhay Abbas ki kasam. Kadhyal jawan ki laash uthanay chalay hain hum.Seedhi …
Read More »Halchal Hai Fauj-e-Sham – Various Artists
Halchal hai fauj-e-sham mein Abbas aatay hain (x4).Teero’n pe teer naizoa’n pe naizay chalatay hain (x2). Halchal hai… (x4) Kya waqt padh gaya hai Muhammad ki aal par (x2).Chaadar nahin hai baalon se moo ko chupatay hain. Halchal Hai Fauj-e-Sham … (x4) Asghar ko maa chupaati hai jhuk jhuk ke …
Read More »