Naam shakl aur seerat sab hi Murtaza ki hai. Noor kibriya ka hai khaak hai na khaaki hai. Naam hai Ali in ka sab pukartay hain Reza. (x2) Baat in ki jo bhi hai saari Mustafa ki hai. (x2) 1. Tujh ko aal-o-Qura’an ki maarifat nahi mamoon. (x2) Do jaha’n ki har …
Read More »Mashhad Mein – Mir Hasan Mir
Ye chaukhat choom kar ki hai dua har baar mashhad mein. (x2) Ilahi theher jaaye waqt ki raftaar mashhad mein. Ye chaukhat choom kar ki hai dua har baar mashad mein. 1. Janazay to bohot aatay huay dekhe magar maine. (x2) Nahi dekhay kahin bhi maut ke aasaar mashad mein. …
Read More »Abd Kahay Maalik Bhi Jis Ko – Sibt-e-Jafar
Abd kahay maalik bhi jis ko Abd kahay maalik bhi jis ko kaash wo banda main hi hota. (x2)Jis ko kahain deewana-e-Mola kaash wo daana main hi hota. Dhoondoon main kufw-e-Janab-e-Zahra haq ne jisay mamoor kiya. (x2)Auj pa hota mera muqaddar kaash woh taara main hi hota. Kitne aqaabir is hasrat mein Ahmed-o-Haider se …
Read More »Bol Rahi Hai Zainab – Mir Hasan Mir 2011
Khatm Hai Fasl-e-Qama Bol Rahi Hai Zainab. (x3) Kaun Bolega Jahaa’n Bol Rahi Hai Zainab. Teer-O-Shamsheer-O-Sina Hon Ke Sitam Ke Lashkar. (x2) Thak Gayi Sab Ki Zabaa’n Bol Rahi… Khatm Hai Fasl-e-Qama Bol Rahi… Muddaton Baad Suna Phir Se Ali Ka Lehja. Kaisay Jhoomay Na Azaa’n Bol Rahi… Khatm Hai …
Read More »Mimber Jaanay Haider Jaanay – Mir Hasan Mir
Cher diya hai zikr-e-Maula mimber Jaanay Haider Jaanay. Cher diya hai zikr-e-Maula mimber Jaanay Haider Jaanay. Kufr hai gar ye ishq Ali ka Kaafar Jaane Haider Jaane. Bint-e-Asad to jaayengi har haal mein kaabay kai andar. (x2) Dar hogi deewaar kahan se maadar jaanay Haider jaanay. Ismaeel ye soch rahay …
Read More »Ali Ali Kar Ali Ali Kar – Mir Hasan Mir 2005
Title: Ali Ali kar Ali Ali kar Shah-e-Mardaa’n Sher-e-Yazdaa’n Quwwat-e-Parwardigaar. La Fata Illa’h Ali La Saif Illah Zulfiqar. Zameer-e-Insaa’n ka faisla hai Ali Ali kar Ali Ali Kar. Ali Ali kar Ali Ali kar. (x2) Khuda ne Adam se keh diya hai. Ali Ali kar Ali Ali kar.(x2) Ali shifa’at ka …
Read More »Midhat-E-Haider Mere – Mir Hasan Mir 2001-02
Midhat-E-Haider mere lab par zara aanay to do. (x2)Daad mujhko phir tumhara dil agar maanay to do.Midhat-E-Haider mere lab par zara aanay to do. Hosh main aajayengi fauran sipah-e-bad sifaat. (x2)Tum mohibbaan-e-Ali ko josh mein aanay to do.Midhat-E Haider (A.s.)… Khud ba khud phirtay nazar aayengay tufaanoan ke rukh. (x2)Tum …
Read More »