Karbobala Naseeb Se Jaana Naseeb Ho Uthay hain haath Khudaya isi dua ke liye (x2).Naseeb ho safar-e-ishq Karbala ke liye. Karbala Karbala (x3) Karbobala naseeb se jaana naseeb ho.Karbobala naseeb se… (x2)Phir laut kar wahan se (x2) na aana naseeb ho. Karbobala naseeb se… (x2) Aankhoan ko jab bhi ashk …
Read More »Wo Jo Yaad-e-Hasan Mein Basar Ho Gayi – Mir Hasan Mir 2002-03
Wo Jo Yaad-e-Hasan Mein Wo jo yaad-e-Hasan mein basar ho gayi (x2).Bas wohi zindagi mo’tabar ho gayi Wo jo yaad-e-Hasan… Shak parasto ka naam-o-nishaa mit gaya (x2).Shaam honay se pehlay sehar ho gayi. Wo jo yaad-e-Hasan… Aaj kausar ka mafhoom waazeh hua (x2).Aamad-e-Mujtaba kaargar ho gayi. Wo jo yaad-e-Hasan… Innama …
Read More »Yun Ro Rahay Hain Dekh Ke – Mir Hasan Mir 2019-20 – Heartbreaking Noha
Yun Ro Rahay Hain Dekh Ke Zainab ko Murtaza. Haaye haaye haaye haaye.Haaye Zainab Haaye Ali. Yun ro rahay hain dekh ke Zainab ko Murtaza. Yun ro rahay… (x2) Shaayad khayaal aaya hai baazar-e-shaam ka. Yun ro rahay… (x2) Zainab ke thay ye bayn Madinay chalo Hussain (x2).Kufa hamaaray rehnay …
Read More »Abid Ko Jahan Ghash – Mir Hasan Mir 2019-20
Abid Ko Jahan Ghash Aata Hai. Haaye Sajjad haaye haaye Sajjad (x2). Abid ko jahan ghash aata haiDurro’n se jagaaya jaata hai] (x2). Ik phool hai jis ko kaanto’n par (x2).Din raat chalaaya jaata hai. Abid ko jahan ghash … (x2) Abbas ki gairat se aksar Abid ki aseeri poochti …
Read More »Khuda Khair Karay – Mir Hasan Mir 2017-18
Khuda khair karay Bint-e-Zehra ka khula sar hai Khuda khair karay.Bint-e-Zehra ka khula sar hai Khuda khair karay (x2). Bint-e-Zehra ka khula sar hai Khuda khair karey (x2).Aur har haath mein patthar hai Khuda khair karey. Bint-e-Zehra ka… (x2) Hurr ke betay pe hi Shabbir bohat roye thay (x2).Ab to …
Read More »Koi Ghaibat Mein Baitha – Mir Hasan Mir 2008-09
Koi ghaibat mein baitha khoon ke aansoo bahata hai (x2). Usay Zainab ka jab (x2) bazaar jaana yaad aata hai. Koi Ghaibat mein… (x2) Koi ghamkhwar ghaibat mein mayassar hi nahi us ko.So tanhaayi mein har (x2) noha wo khud ko hi sunata hai. Koi ghaibat mein… (x2) Unhi galiyo’n …
Read More »Heartbreaking Noha: Maqtal-e-Imam Hussain – Mir Hasan Mir 2019-20
Maqtal-e-Imam Hussain (A.S) Ghareeb-e-Zehra ki ghurbat suno aye ahl-e-aza (x2). Akela reh gaya maqtal mein jab mera mola.Sipah-e-sham ne chaaro’n taraf se gher liya.Lab-e-furat tha har aik khoon ka pyaasa.Tha ghul charag-e-Imaamat abhi bujhana hai.Arey zami’n pe zeen se Shabbir ko girana hai.zami’n pe zeen se Shabbir ko girana hai. …
Read More »Karyal Jawan Ki Lash – Mir Hasan Mir 2019-20
Karyal jawan ki lash. Akbar. Haaye Akbar (x2). Akbar. Haaye Akbar.Ghoray se gir ke jab Ali Akbar ne di sadaa.Apni kamar ko thaam ke Shabbir ne kaha.Karyal jawan ki lash uthanay chalay hain hum.Aray seedhi ho aye kamar tujhay Abbas ki kasam. Kadhyal jawan ki laash uthanay chalay hain hum.Seedhi …
Read More »Haaye Alamdaar – Mir Hasan Mir 2019-20
Haaye Alamdaar haaye Alamdaar (x2). [Kartay hain maatam haram Abbas ka.Ho gaya marna sitam Abbas ka.] x4 Haaye Alamdar haaye Alamdar (x3). Kehtay thay kamar thaam ke ye Sayyed-e-Abraar.Haaye Alamdar haaye Alamdar (x2). Ye haal hai lashay ka sambhala nahi jaata.(Sambhala nahi jaata)Teer aankh se bhai ki nikaala nahi jaata.(Nikaala …
Read More »Hurr Aa Raha Hai Akbar – Mir Hasan Mir 2019-20
Hurr aa raha hai Akbar seenay usay lagao.Hurr Ibn-e-Riyaahi Aa Ja Mairay Bhai. Hurr aa raha hai Akbar seenay usay lagao (x2).Mehmaan ko hamaray (x2). Khaimay mein le ke aao.Hurr aa raha hai Akbar… (x2) Khud yaad hoga us ko paani tha us ne roka.Khuddar woh bohat hai sharminda hum …
Read More »