Tag Archives: Mir Hasan Mir

Ya Shah-e-Khurasan – Mir Hasan Mir

Ya Shah-e-Khurasan - Mir Hasan Mir

Ya Shah-e-Khurasan (x2) Jin ko sab log ghareeb-ul-ghuraba kehtay hain. Naam hai in ka Ali in ko Raza kehtay hain. Aye laadlay Zehra ke aye Haider ke dil-o-jaan. Ya Shah-e-Khurasan (x3) Tu kaabay ka kaaba hai aur Quran ka Quran. Ya Shah-e-Khurasan (x3) (1) Paatay hain sukoon aakay sabhi dard …

Read More »

Darwaza-e-Hussain Pe – Mir Hasan Mir

Darwaza-e-Hussain Pe Sajda Kiay Baghair - Mir Hasan Mir

Darwaza-e-Hussain pe sajda kiay baghair (x2). Banta nahi wali koi aisa kiay baghair. Darwaza-e-Hussain pe sajda kiay baghair. 1. Dafnana mujh ko jald Ali hongay muntazir (x2). Aye logo intezar kisi ka kiay baghair. Darwaza-e-Hussain… 2. Nou lakh sar jhukay hain tabassum ke saamnay (x2). Asghar ne jang jeet li hamla kiay baghair. Darwaza-e-Hussain… …

Read More »

Begunah Mara Gaya – Various Artists

Begunah Mara Gaya - Various Artists

Begunah Mara Gaya Begunah mara gaya sibt-e-Rasool-e-do sara. Wa Hasan-e-sabz qaba (x4)Kalma goyoan ne ye kya khoob kiya wada wafa. Wa Hasan-e-sabz qaba (x2) Begunah mara gaya… 1. Bhai ki laash pe ro ro ke ye Zainab ne kaha.Aarzu thi bhayya (x2).Kaash Abdullah-o-Qasim ko banatay dulha.Wa Hasan-e-sabz qaba. Begunah mara gaya… (x2) 2. …

Read More »

Kya Likha Fatima Sughra Ne – Mir Hasan Mir

Kya Likha Fatima Sughra Ne - Mir Hasan Mir 2016-17

Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya (x2). Sheh se khat laasha-e-Akbar pe sunaya na gaya (x2). Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya. 1. Sheh ne chaha to bohat zakhm magar itnay thay (x2). Laasha Abbas ka darya se uthaya na gaya. 2. Jab talak aa na gaye saaray sharabi tab tak (x2). Saani-e-Zehra ko darbar mein laaya na gaya. Kya …

Read More »

Tu Na Aaya Ghazi – Mir Hasan Mir

Tu Na Aaya Ghazi - Mir Hasan Mir

Jab rida sar se chini main sada deti rahi. Tu na aaya Ghazi. Aal-e-Imran kahan aur zindan kahan. Ye behan qaid hui. Tu na aaya Ghazi… Jab rida sar… 1. Hum ko paani na milay teri khusbu to rahay. Tere baazu na katain chahay mashkeeza chiday. Ye magar ho na saka tere baazu hain juda. Mujh pe hai tashnalabi. Tu …

Read More »