Tag Archives: Mir Hasan Mir

Tu Na Aaya Ghazi – Mir Hasan Mir

Tu Na Aaya Ghazi - Mir Hasan Mir

Jab rida sar se chini main sada deti rahi. Tu na aaya Ghazi. Aal-e-Imran kahan aur zindan kahan. Ye behan qaid hui. Tu na aaya Ghazi… Jab rida sar… 1. Hum ko paani na milay teri khusbu to rahay. Tere baazu na katain chahay mashkeeza chiday. Ye magar ho na saka tere baazu hain juda. Mujh pe hai tashnalabi. Tu …

Read More »

Suraj Ye Keh Ke Deen Ka – Mir Hasan Mir

Suraj Ye Keh Ke Deen Ka - Mir Hasan Mir

Suraj ye keh ke deen ka ubhra ghadeer mein. Takmeel aaj paayega kalma ghadeer mein. Elaan-e-Jibraeel ye goonja ghadeer mein. Maula banaaye jaatay hain Maula ghadeer mein. Bazoo buland kar ke dikhatay rahay Rasool. (x2) Andhoan ne phir bhi kuch nahi dekha ghadeer mein. (x2) Sadiyoan ka faasla hai mere un ke darmiyaan. (x2) Lekin main jaanta hoon ke …

Read More »

Mashhad Mein – Mir Hasan Mir

Mashhad Mein - Mir Hasan Mir

Ye chaukhat choom kar ki hai dua har baar mashhad mein. (x2) Ilahi theher jaaye waqt ki raftaar mashhad mein. Ye chaukhat choom kar ki hai dua har baar mashad mein. 1. Janazay to bohot aatay huay dekhe magar maine. (x2) Nahi dekhay kahin bhi maut ke aasaar mashad mein. …

Read More »

Saaqi-e-Kausar Ki Sana – Mir Hasan Mir

Saaqi-e-Kausar Ki Sana - Mir Hasan Mir

Ya Ali. Ya Ali. (x2) Saahib-e-Zulfiqar Al-Madaday. (x2) Kaam mushkil hai ba imdaad-E-Khuda kardunga. Aaj main ishq ka tufaan bapa kardunga. Karne do mujhe saaqi-e-Kausar ki sana. (x2) 1 – Raaz Allah ki tawheed hai hum raaz  Ali. Kibriyaee ki daleelon ka hai aaghaz Ali. Dil-e-be-dil se jo nikli hai …

Read More »