Umm-e-Laila sambhaal Zainab ko Ghareeb e Zehra pa. Kya waqt hai ghareebi ka.Garebaa’n chaak hai baalon mein khaak e karbobala.Talaash kartay hain rasta nazar nahi aataYe haal dekh ke hanstay hain sheh pa ahl e jafa.Bahan ki kaandhon pa kull kaayinaat laatay hain.Kadam kadam pa ye awaaz detay jaatay hain. …
Read More »Ya Shah-e-Khurasan – Mir Hasan Mir
Ya Shah-e-Khurasan (x2) Jin ko sab log ghareeb-ul-ghuraba kehtay hain. Naam hai in ka Ali in ko Raza kehtay hain. Aye laadlay Zehra ke aye Haider ke dil-o-jaan. Ya Shah-e-Khurasan (x3) Tu kaabay ka kaaba hai aur Quran ka Quran. Ya Shah-e-Khurasan (x3) (1) Paatay hain sukoon aakay sabhi dard …
Read More »Hussain Ke Jaisa – Syed Mukhtar Hussain
Kahan se laaye gi dunya Hussain ke jaisa (x2). Faqat Hussain milay ga Hussain ke jaisa Kahan se laaye gi dunya Hussain ke jaisa (x2). 1. Ibaadaton ka to jaari hai silsila ab tak. Namaz ko woh namazi nahi mila ab tak. Karay jo khaak pe sajda… Kahan se laaye …
Read More »La Hawla Wala Quwwata illa Billah – Mir Hasan Mir
La Hawla Wala Quwwata illa Billah. (x4) Main aur karoon (x2) dushman-e-Haider ki sana. La Hawla Wala Quwwata illa Billah. (x3) Dawlat ke liye phir gaye haq se yaksar. (x2) Tum dushman-e-Shabbir ho laanat tum par. Hurr shaam ke lashkar se ye keh kar nikla. La Hawla Wala. (x2) Haider ki …
Read More »