Hussain Bant Rahai Hain Nijaat Lai Jao Kuch Ansoo’n Kay Aewaz Kainaat Lai Jao Hussain Bant Rahai Hain Nijaat Lai Jao Yeh Karbala Hai Yeh Mojiz Numa Ki Basti HaiKafan Main Us Ko Lapaito Hayat Lai Jao Hussain Bant… Kahain Gay Matmi Halko’n Say Log Mehshar MainHamain Hussain Ki Jannat …
Read More »Dekhtay Jaana Ali Akbar – Mir Hasan Mir 2018
Dekhtay Jaana Ali Akbar Check out other write-ups for Mir Hasan Mir http://www.abulhasanlakhani.com/tag/mir-hasan-mir/ Visit https://www.youtube.com/MirHasanMir for more videos
Read More »Naam Asghar Hai Mera – Mukhtar Hussain
Naam Asghar hai mera. Main Ali ka hoon Ali (x3). Hurmala tujhko batata hoon mein auqaat teri. Naam Asghar hai mera. Main Ali ka hoon Ali (x2) 1. Fakhr-e-Khursheed hoon main khaak ka paiwand nahi. Ibn-e-Shabbir sin-o-saal ka paaband nahi. Abhi maqtal mein rulaayegi tujhe meri hansi. Naam Asghar hai… …
Read More »Kaisay Na Karay Sajda – Mukhtar Hussain
Kaisay na karay sajda, taara dar-e-Zehra par (x2). Suraj nazar aata hai (x2), zarra dar-e-Zehra par. Kaisay na karay sajda, taara dar-e-Zehra par 1. Jo Aal-e-Muhammad ki khairaat se waakif hai (x2). Wo lekay nahi jaata (x2), kaasa dar-e-Zehra par. Kaisay na karay… 2. Is khwab ke aalam se rishta …
Read More »Ya Fatima Ridaa Mein – Mir Hasan Mir 2017
Ya Fatima ridaa mein Ya ghareeb. Ya Hussain. Hai Ghareeb. Hai Hussain. Maktal mein gir raha hai (x2) sambhalo Hussain ko. Ya Fatima ridaa mein chupa lo Hussain ko (x2). Ya Fatima ridaa… Maktal mein gir raha hai (x2) sambhalo Hussain ko. Ya Fatima ridaa… (x2) 1. Paiwast hain ghareeb …
Read More »Chacha Main Aap Ki Turbat – Mir Hasan Mir 2017
Chacha Main Aap Ki Turbat Hai chacha Abbas (x3). Haaye. Aray jab dafn karnay aaye tan-e-paash paash ko. Abid pukaaray dekh ke Ghazi ki laash ko. Aray chacha main aap ki turbat bananay aaya hoon. Sakina ab bhi hai pyasi batanay aaya hoon. Chacha main aap ki turbat bananay aaya …
Read More »Qabr Asghar Ki – Mir Hasan Mir 2010
Qabr Asghar ki bananay mein bohat der lagi (x2). Sheh ko ek chaand chupanay mein bohat der lagi. 1. Kuch kadam duur hai bazaar se darbaar magar (x2). Phir bhi Shehzadi ko aanay mein bohat der lagi. Qabr Asghar ki… 2. Sheh ne har laash ko jaldi se uthaya lekin …
Read More »Asghar Ko Lay – Mir Hasan Mir 2013
Asghar ko lay ke godh mein kehti hai karbala. Ye wo Ali hai jisko kabhi ghar nahi mila (x2). 1. Chheh maah ke ghareeb musafir ko saump ke. Kehne lagay Hussain ye qabr-e-sagheer se. Rakhna zara khayal mere tishnakaam ka. Ye wo Ali hai jisko… 2. Maadar ye bain karti …
Read More »Kya Tha Khuda Ka Deen – Syed Izhar Hussain
Kya tha khuda ka deen isay kya bana diya. (x2) Shabbir ne mariz maseeha bana diya. Kya tha khuda ka deen isay kya bana diya. 1 – Samjha raha tha main usay kaisi hai Karbala. (2) Rizwan ne bahisht ka naqsha bana diya. Kya tha khuda ka… 2 – Sholay …
Read More »Saaqi-e-Kausar Ki Sana – Mir Hasan Mir
Ya Ali. Ya Ali. (x2) Saahib-e-Zulfiqar Al-Madaday. (x2) Kaam mushkil hai ba imdaad-E-Khuda kardunga. Aaj main ishq ka tufaan bapa kardunga. Karne do mujhe saaqi-e-Kausar ki sana. (x2) 1 – Raaz Allah ki tawheed hai hum raaz Ali. Kibriyaee ki daleelon ka hai aaghaz Ali. Dil-e-be-dil se jo nikli hai …
Read More »