Tag Archives: Nabi-e-Kareem

Mere Wird-e-Lab Hai Nabi Nabi

Mere Wird-e-Lab Hai Nabi Nabi -Qari Waheed Zafar Qasmi

Mere wird-e-lab hai Nabi Nabi.Mere wird e lab hai Nabi Nabi. Mera dil makaan-e-Habeeb hai.Main mareez-e-ishq-e-Rasool hoon.Main mareez-e-ishq-e-Rasool hoon. Wo Habeeb mera tabeeb hai.Mere wird… 1. Mera us galee se hai raabta.Jahaan sar jhukatay hain ambiyaa.Mera us galee se hai raabta.Jahaan sar jhukatay hain ambiyaa. Jahaan rehmaton ka nuzool hai.Jahaan …

Read More »

Mujh Mein Un Ki Sana Ka – Syed Fasihuddin

Mujh Mein Un Ki Sana Ka - Syed Fasihuddin Soharwardy

Mujh mein un ki sana ka saleeqa kaha’n. Wo shah-e-do jaha’n wo kaha’n main kaha’n. Mujh mein un ki sana ka saleeka kaha’n. Wo shah-e-do jaha’n wo kaha’n main kaha’n. Un ka mad’ha sara khaaliq-e-een-o-aa’n. Wo Rasool-e-Zamaa’n wo kahan main kahan. 1 – Un ke daaman se waabasta meri najaat. Un pe qurbaan meri hayaat-o-mamaat. Main gunahgaar wo shaafa-e-aasiyaa’n. Bekaso’n ki …

Read More »

Tamanna Cover – Ehsaan Tahmid

Tamanna Cover

Tamanna Cover is my attempt to recite this very beautiful naat by Ehsaan Tahmid. Check out the full lyrics of this Naat at http://www.abulhasanlakhani.com/tamanna-ehsaan-tahmid/ So far the experience has been amazing reciting beautiful famous naats. I may not sound perfect recitation wise but my intentions are pure and I hope Allah …

Read More »

Tamanna – Ehsaan Tahmid

Tamanna - Ehsaan Tahmid

Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon. Imam-ul-Ambiya dekhoon Habeeb-e-Kibriya dekhoon. Wo jin ke dum qadam se subh ne bhi roshni paayi. Munawwar kar di jis ne fiza woh rahnuma dekhoon. Wo jin ki barkaton se abr-o-baara bastay aalam mein. Tamanna qalb-e-muztar ki woh durr-e-be baha dekhoon. Qadam baahir Madina se …

Read More »

Khuda ka zikr karay – Cover

Khuda Ka Zikr Karay - Qari Waheed Zafar Qasmi // Abul Hasan Lakhani

Khuda Ka Zikr Karay, Zikr-e-Mustafa Na Karay Hello Everyone, I am attempting to cover this beautiful naat “Khuda Ka Zikr Karay, Zikr-e-Mustafa Na Karay” by Qari Waheed Zafar Qasmi Sahab. One of my favorite naat and has beautiful lyrics by Adeeb Raipuri. The whole gist of this naat is that how …

Read More »