Ammu Bhi Gaye Jis dum jalay khayaam-e-Shehanshaah-e-behr-o-bar. Aik bachi nikli khaimay se us dum barhaina sar. Jalta tha daaman aag se kapday thay khoo mein tar. Maqtal ki simt rukh kiye jaati thi noha gar. Sab ran mein ja ke reh gaye tanha hamain kiya. Aada ne cheeni chaadarain. Khaima …
Read More »Qaid Khaney Mein – Ali Shanawar 2017
Qaid Khaney Mein Baba. Baba. Baba. Sun rahay ho sada baba jaan (x2). Baba jaan… Hum kahan aa gaye ghar kahan reh gaya (x2). Qaid khaney mein noha Sakina ka tha (x2). Hum kahan aa gaye ghar kahan reh gaya (x2). 1. Yaad aata hai guzra zamaana mujhe. Le ke …
Read More »Kufe Ka Aur Shaam – Nadeem Sarwar 1989
Kufe Ka Aur Shaam Ka Manzar Kufe ka aur shaam ka manzar (x2).Yaad jab aa jata hai baba.Dil mera phat jaata hai baba.Kufe ka aur shaam ka manzar. 1. Kabr pe Shabbir ki kartay thay Abid buka (x2).Ho gayi kya kya jafa sun ye shah-e-karbala (x2).Sar pe kisi ke na …
Read More »Aao Chha Kayaa Baba – Nadeem Sarwar 1992-93
Aao Chha Kayaa Baba Faryad karay thi baba khe.Hin sham-e-gareeba je ban mein.Jehe bhair ja arha bhayan hojun.Oha bhair akeli karbal mein.Faryad karay thi. Aao chha kayaa baba majboor aa Zainab.Main kya karoon baba majboor hai Zainab (x2).Aao chha kayaa baba majboor aa Zainab. Aao chha kayaa… (x2) 1. Zainab …
Read More »Kya Muhammad Ka Pyara – Ali Shanawar
Kya Muhammad Ka Pyara Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain. Ya Hussain Ya Hussain (x2). Mera nana nabi meri maa Sayyeda. Mera baba Ali mera bhai Hasan. Hum hi hain Panjatan (x2) Meri kya hai khata. Meri kya hai khata. Meri kya hai khata. Meri kya hai khata. (Mujh pe kyun …
Read More »Aye Kul Ke Madadgaar – Ali Jee
Aye Kul Ke Madadgaar Haaye Hussaina haaye Hussaina. Aye Haaye Sakina aye haaye Sakina. Ye rukhsat-e-aakhir hai pukaray Shah-e-waala. Aye Zainab-o-Kulsum Rabab aur Ruqayya. Tum sab pe salaam aakhri Allah ko Saupa. Lipti hui kadmo se ye kehti thi Sakina. Aye kul ke madadgaar madad karnay ko aao. Ya Fatima …
Read More »Haaye Haaye Qasim – Nadeem Sarwar
Haaye Haaye Qasim haaye Qasim (x2). Haaye Haaye Qasim haaye Qasim (x2). Qaidi ban kar paaband-e-rasand laashon se jo guzray ahl-e-haram. Har bibi apnay pyaaron se hoti thi vida karkay maatam. Ek bibi Fatima bint-e-Hasan pamaal badan Qasim ki behan. Kisi ek jaan se rukhsat na hui (x2). Tukdon mein …
Read More »