Bolay pidar se Akbar barchi na khenchna (x2). Hai jaan ab labon par (x2). Barchi na khenchna. Bolay pidar se Akbar barchi na khenchna.
Read More »Shabbir Keh Ke Ro (Noha) – Afzal Shah – 90’s
Shabbir Keh Ke Ro Diye Aansoo Rawaa’n Dawaa’n Shabbir keh ke ro diye aansoo rawaa’n dawaa’n. Aye laal teri aaj hai yeh aakhri azaan (x2).Shabbir keh ke… Akbar tumhari maut ka sadma sahoonga main (x2).Royegi be kasi pe zamee’n aur aasmaa’n.Shabbir keh ke… Akbar ki maut uss dil-e-muztar se poochiye …
Read More »Asghar Haaye Asghar – Ali Zia Rizvi 1980’s
Asghar Haaye Asghar Asghar haaye Asghar (x4)aye cheh maheenay waalay tujhko mera salaam Asghar Haaye… (x2) Aye Shaah-e-deen ke dilbar (x2) Aye rooh-e-qalb-e-maadar(Aye Shaah-e-deen ke dilbar)Aye tishnakaam muztar aye bezubaan AsgharAye cheh maheenay… Asghar haaye… (x2) Tishnalabi pe teri (x2)Girya hai ye khudaayi(Tishnalabi pe teri)Mazloomiyat ne teri insaaniyat jagaayiAye cheh …
Read More »Aati Hai Gardoon Se – Ali Zia Rizvi 1980’s
Aati Hai Gardoon Se Aati hai gardoon se ye payham sada.Qatl huay sajde mein Sher-e-Khuda.Khana-e-haq may ye ghazab ho gaya. Qatl huay… Aati hai gardoon… Gham se hai Zainab nidhaal. Khol diye sar ke baal.Kehti hai ye pur malaal. Dekho to baba kahan.Dete hain Jibreel ye kaisi nida. Qatl huay… Aati hai gardoon… Saath paday jalwagar. Kehti …
Read More »