Tag Archives: Rehmatul-lil-Aalimeen

Mujh Mein Un Ki Sana Ka – Syed Fasihuddin

Mujh Mein Un Ki Sana Ka - Syed Fasihuddin Soharwardy

Mujh mein un ki sana ka saleeqa kaha’n. Wo shah-e-do jaha’n wo kaha’n main kaha’n. Mujh mein un ki sana ka saleeka kaha’n. Wo shah-e-do jaha’n wo kaha’n main kaha’n. Un ka mad’ha sara khaaliq-e-een-o-aa’n. Wo Rasool-e-Zamaa’n wo kahan main kahan. 1 – Un ke daaman se waabasta meri najaat. Un pe qurbaan meri hayaat-o-mamaat. Main gunahgaar wo shaafa-e-aasiyaa’n. Bekaso’n ki …

Read More »

Tamanna Cover – Ehsaan Tahmid

Tamanna Cover

Tamanna Cover is my attempt to recite this very beautiful naat by Ehsaan Tahmid. Check out the full lyrics of this Naat at http://www.abulhasanlakhani.com/tamanna-ehsaan-tahmid/ So far the experience has been amazing reciting beautiful famous naats. I may not sound perfect recitation wise but my intentions are pure and I hope Allah …

Read More »

Tamanna – Ehsaan Tahmid

Tamanna - Ehsaan Tahmid

Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon. Imam-ul-Ambiya dekhoon Habeeb-e-Kibriya dekhoon. Wo jin ke dum qadam se subh ne bhi roshni paayi. Munawwar kar di jis ne fiza woh rahnuma dekhoon. Wo jin ki barkaton se abr-o-baara bastay aalam mein. Tamanna qalb-e-muztar ki woh durr-e-be baha dekhoon. Qadam baahir Madina se …

Read More »

Khuda ka zikr karay – Cover

Khuda Ka Zikr Karay - Qari Waheed Zafar Qasmi // Abul Hasan Lakhani

Khuda Ka Zikr Karay, Zikr-e-Mustafa Na Karay Hello Everyone, I am attempting to cover this beautiful naat “Khuda Ka Zikr Karay, Zikr-e-Mustafa Na Karay” by Qari Waheed Zafar Qasmi Sahab. One of my favorite naat and has beautiful lyrics by Adeeb Raipuri. The whole gist of this naat is that how …

Read More »

Khuda Ka Zikr – Qari Waheed Zafar Qasmi

Khuda Ka Zikr

Khuda ka zikr karay zikr-e-Mustafa na karay. (x2) Hamaray moo main ho aisi zubaa’n Khuda na karay. (x2) Khuda ka zikr karay zikr-e-Mustafa na karay. (x2) Hamaray moo main ho aisi zubaa’n Khuda na karay. (x2) Dar-e-Rasool pe aisa kabhi nahi dekha. (x2) Koi sawal karay aur woh ata na karay. (x2) Madina ja ke nikalna na shehr se baahar. …

Read More »