Muddat Ke Baad Aaye Madinay Mein Sogwaar Muddat ke baad aayay Madinay mein sogwaar (x2)Kuch yaad aa gaya to huay aur be qaraar Akbar hain saath aur na Abbas e naamdaarZainab barehna sar hain to Abid hain dil figaar Qabr e Nabi pe Zainab e Muztar ke hain ye bayn …
Read More »Aur Koi Mazhar e Daawar (Salaam) – Syed Abrar Hussain Fathepuri 2011
Aur Koi Mazhar e Daawar Nazar Aata Nahi Aur koi mazhar e daawar nazar aata nahi (x2)Bazm e kul mei’n doosra Haider nazar aata nahiAur koi mazhar e daawar… Bazm e kul mei’n doosra Haider nazar aata nahiAur koi mazhar… Jis ko dil tasleem kar le hamsar e bayt e …
Read More »Haider Ki Tarhan (Rubaai) – Syed Izhar Hussain 2021
Haider Ki Tarhan Saahib e Shamsheer Hain Abbas Haider Ki Tarha Saahib e Shamsheer Hain Abbas (x2)Hungam e wiga baap ki tasveer hain AbbasQuran e wafa khulq ki tafseer hain Abbas Tanha hain magar lashkar e Shabbir hain AbbasTanha hain magar lashkar e Shabbir hain Abbas Hain aas ye Zainab …
Read More »Chahta Hai Jee Yehi (Salaam) – Syed Abrar Hussain 1980s
Chahta hai jee yehi aye noor e yazdaani Hussain Chahta hai jee yehi aye noor e yazdaani HussainUmr bhar karta rahoon teri sana khaani Hussain (x2) Chahta hai jee… Azmat e kaaba bhi hai ab us ki azmat par nisaar (x2)Tu ne kal jis khaak par rakhi thi peshaani HussainChahta …
Read More »Hussain Ke Jaisa – Syed Mukhtar Hussain
Kahan se laaye gi dunya Hussain ke jaisa (x2). Faqat Hussain milay ga Hussain ke jaisa Kahan se laaye gi dunya Hussain ke jaisa (x2). 1. Ibaadaton ka to jaari hai silsila ab tak. Namaz ko woh namazi nahi mila ab tak. Karay jo khaak pe sajda… Kahan se laaye …
Read More »Thi Dusri Jo Dasht Mein – Syed Izhar Hussain Fatepuri
Thi Dusri Jo Dasht Mein تھی دوسری جو دشت میں داخل ہوۓ اِماماور تیسری کو آنے لگی سب سپاہِ شام چوتھی کو شِمر کے ہوئ آنے کی دھوم دھاماور پانچویں کو بھَر گیا لَشکر سے بَن تمام نَرغا ہوا چَھٹی سے شَہِ مَشرَقین پرہَفتُم سے بَند ہو گیا پانی حُسین …
Read More »Jamaal-E-Ishq-O-Mohabbat – Syed Izhar Hussain Fatepuri
Jamaal-e-ishq-o-mohabbat ka aayeena Abbas.Jamaal-e-ishq-o-mohabbat ka aayeena Abbas. Kamaal-e-azm-o-amal paikar-e-wafa Abbas.Kamaal-e-azm-o-amal paikar-e-wafa Abbas. Lab-e-furaat wo jauhar dikha diye tu ne.Lab-e-furaat wo jauhar dikha diye tu ne. Ali ki rooh pukaari ke marhaba Abbas. Jamaal-e. Check out my cover post for this beautiful Rubaee here:http://www.abulhasanlakhani.com/jamaal-e-ishq-o-mohabbat-cover/
Read More »Hussain Ban Ke Zamanay Pe – Syed Izhar Hussain Fatepuri
Hussain ban ke zamanay pe chaa gayi’n Zainab. (x2)Zubaan-e-tegh se kufa hila gayi’n Zainab. (x2) Kadam kadam pe jalaaye Hussainiat ke chiraag. (x2)Diye yazeed ke saaray bujha gayi’n Zainab. (x2) Ali ki yaad ko zinda kiya zamanay mein. (x2)Jaga jaga pe jo khutbay suna gayi’n Zainab. (x2) Kasam Khuda ki …
Read More »Imtehan-e-Ashiqui Mein – Syed Abrar Hussain 2014
Imtehan-e-Ashiqui Mein Imtehan-e-Ashiqui mei kaif paatey hein Hussain A.S. (x2)Intihaayi mushkilon mein muskuratay hain Hussain A.S. (x2) La Fatah Illah Ali La Saif Illah Zulfiqar.La Fatah Illah Ali La Saif Illah Zulfiqar.Padhtay Jaatay Hain Farishtay badhtay jaatay hain Hussain A.S Imtehan-e-Ashiqui… All soz o salaam by Syed Abrar Hussain Fatehpurihttps://www.abulhasanlakhani.com/category/soz-o-salaam/syed-abrar-hussain/ Another …
Read More »Ain Se Ain Ibadat – Syed Izhar Hussain
Ain se ain ibadat ka sar anjaam hua. (x2) Laam woh laam ke jis laam se Islam hua. (x2) Ye se yawar huay mushkil mein har aik banday ki. (x2) Sadqay Islam ke kya khoob Ali naam hua. Ain se ain ibadat.
Read More »