Pehlay Ye Maan Le Ke Hain Mushkil Kusha Ali پہلے یہ مان لے کہ ہے مشکل کُشا علیپھر دیکھ تیرے واسطے کرتے ہیں کیا علی ٹَل جاتی ہیں ہماری تو ساری مُصیبتیںہم جب کبھی خُلوص سے کہتے ہیں یا علی پہلے یہ مان لے کہ۔۔۔ Pehlay ye maan le ke …
Read More »Main Ne Ik Khwaab Mein (Rubaai) – Syed Izhar Hussain Fathepuri 2010
Main Ne Ik Khwaab Mein Main ne ik khwab mein aisay bhi sharaf paaye hain Mujh ko majlis ke liye log bula laaye hainMujh ko majlis ke liye log bula laaye hain Aye qamar mujhse ye farmatay hain chauda MaasoomAye qamar mujhse ye farmatay hain chauda Maasoom Hum tera marsiya …
Read More »Ashk Niklay Jo (Rubaai) – Syed Izhar Hussain Fathepuri 2010
Ashk Niklay Jo Ashk niklay jo gham e Shah mein paani ki tarhan (x2)Fiqr behnay lagee daryaaon ki rawaani ki tarhan (x2) Farsh e Shabbir se kirdaar bana kar utho (x2)Zikr e Shabbir na dohraao kahaani ki tarhan Ashk niklay… اشک نکلے جو غم شاہ میں پانی کی طرحفکر بہنے …
Read More »Muddat Ke Baad Aaye (Soz) – Izhar Hussain Fathepuri 2010
Muddat Ke Baad Aaye Madinay Mein Sogwaar Muddat ke baad aayay Madinay mein sogwaar (x2)Kuch yaad aa gaya to huay aur be qaraar Akbar hain saath aur na Abbas e naamdaarZainab barehna sar hain to Abid hain dil figaar Qabr e Nabi pe Zainab e Muztar ke hain ye bayn …
Read More »Aur Koi Mazhar e Daawar (Salaam) – Syed Abrar Hussain Fathepuri 2011
Aur Koi Mazhar e Daawar Nazar Aata Nahi Aur koi mazhar e daawar nazar aata nahi (x2)Bazm e kul mei’n doosra Haider nazar aata nahiAur koi mazhar e daawar… Bazm e kul mei’n doosra Haider nazar aata nahiAur koi mazhar… Jis ko dil tasleem kar le hamsar e bayt e …
Read More »Tu Ne Hussain Khaak Ka (Rubaai) – Izhar Hussain Fathepuri 2022
Tu Ne Hussain Khaak Ka Tu ne Hussain khaak ka rutba badha diyaTu ne hussain khak ka rutba badha diyaZarraat e Karbala ka muqaddar jaga diyaZarraat e Karbala ka muqaddar jaga diya Kadmo’n ne teray dasht ko meraaj bakhsh deeKadmo’n ne teray dasht ko meraaj bakhsh deeFarsh e zamee’n ko …
Read More »Haider Ki Tarhan (Rubaai) – Syed Izhar Hussain 2021
Haider Ki Tarhan Saahib e Shamsheer Hain Abbas Haider Ki Tarha Saahib e Shamsheer Hain Abbas (x2)Hungam e wiga baap ki tasveer hain AbbasQuran e wafa khulq ki tafseer hain Abbas Tanha hain magar lashkar e Shabbir hain AbbasTanha hain magar lashkar e Shabbir hain Abbas Hain aas ye Zainab …
Read More »Chahta Hai Jee Yehi (Salaam) – Syed Abrar Hussain 1980s
Chahta hai jee yehi aye noor e yazdaani Hussain Chahta hai jee yehi aye noor e yazdaani HussainUmr bhar karta rahoon teri sana khaani Hussain (x2) Chahta hai jee… Azmat e kaaba bhi hai ab us ki azmat par nisaar (x2)Tu ne kal jis khaak par rakhi thi peshaani HussainChahta …
Read More »Hussain Ke Jaisa – Syed Mukhtar Hussain
Kahan se laaye gi dunya Hussain ke jaisa (x2). Faqat Hussain milay ga Hussain ke jaisa Kahan se laaye gi dunya Hussain ke jaisa (x2). 1. Ibaadaton ka to jaari hai silsila ab tak. Namaz ko woh namazi nahi mila ab tak. Karay jo khaak pe sajda… Kahan se laaye …
Read More »Hussain Ban Ke Zamanay Pe – Syed Izhar Hussain Fatepuri
Hussain ban ke zamanay pe chaa gayi’n Zainab. (x2)Zubaan-e-tegh se kufa hila gayi’n Zainab. (x2) Kadam kadam pe jalaaye Hussainiat ke chiraag. (x2)Diye yazeed ke saaray bujha gayi’n Zainab. (x2) Ali ki yaad ko zinda kiya zamanay mein. (x2)Jaga jaga pe jo khutbay suna gayi’n Zainab. (x2) Kasam Khuda ki …
Read More »