Ashk Niklay Jo Ashk niklay jo gham e Shah mein paani ki tarhan (x2)Fiqr behnay lagee daryaaon ki rawaani ki tarhan (x2) Farsh e Shabbir se kirdaar bana kar utho (x2)Zikr e Shabbir na dohraao kahaani ki tarhan Ashk niklay… اشک نکلے جو غم شاہ میں پانی کی طرحفکر بہنے …
Read More »Naam Asghar Hai Mera – Mukhtar Hussain
Naam Asghar hai mera. Main Ali ka hoon Ali (x3). Hurmala tujhko batata hoon mein auqaat teri. Naam Asghar hai mera. Main Ali ka hoon Ali (x2) 1. Fakhr-e-Khursheed hoon main khaak ka paiwand nahi. Ibn-e-Shabbir sin-o-saal ka paaband nahi. Abhi maqtal mein rulaayegi tujhe meri hansi. Naam Asghar hai… …
Read More »Kaisay Na Karay Sajda – Mukhtar Hussain
Kaisay na karay sajda, taara dar-e-Zehra par (x2). Suraj nazar aata hai (x2), zarra dar-e-Zehra par. Kaisay na karay sajda, taara dar-e-Zehra par 1. Jo Aal-e-Muhammad ki khairaat se waakif hai (x2). Wo lekay nahi jaata (x2), kaasa dar-e-Zehra par. Kaisay na karay… 2. Is khwab ke aalam se rishta …
Read More »Hussain Ke Jaisa – Syed Mukhtar Hussain
Kahan se laaye gi dunya Hussain ke jaisa (x2). Faqat Hussain milay ga Hussain ke jaisa Kahan se laaye gi dunya Hussain ke jaisa (x2). 1. Ibaadaton ka to jaari hai silsila ab tak. Namaz ko woh namazi nahi mila ab tak. Karay jo khaak pe sajda… Kahan se laaye …
Read More »Thi Dusri Jo Dasht Mein – Syed Izhar Hussain Fatepuri
Thi Dusri Jo Dasht Mein تھی دوسری جو دشت میں داخل ہوۓ اِماماور تیسری کو آنے لگی سب سپاہِ شام چوتھی کو شِمر کے ہوئ آنے کی دھوم دھاماور پانچویں کو بھَر گیا لَشکر سے بَن تمام نَرغا ہوا چَھٹی سے شَہِ مَشرَقین پرہَفتُم سے بَند ہو گیا پانی حُسین …
Read More »Jamaal-E-Ishq-O-Mohabbat – Syed Izhar Hussain Fatepuri
Jamaal-e-ishq-o-mohabbat ka aayeena Abbas.Jamaal-e-ishq-o-mohabbat ka aayeena Abbas. Kamaal-e-azm-o-amal paikar-e-wafa Abbas.Kamaal-e-azm-o-amal paikar-e-wafa Abbas. Lab-e-furaat wo jauhar dikha diye tu ne.Lab-e-furaat wo jauhar dikha diye tu ne. Ali ki rooh pukaari ke marhaba Abbas. Jamaal-e. Check out my cover post for this beautiful Rubaee here:http://www.abulhasanlakhani.com/jamaal-e-ishq-o-mohabbat-cover/
Read More »Hussain Ban Ke Zamanay Pe – Syed Izhar Hussain Fatepuri
Hussain ban ke zamanay pe chaa gayi’n Zainab. (x2)Zubaan-e-tegh se kufa hila gayi’n Zainab. (x2) Kadam kadam pe jalaaye Hussainiat ke chiraag. (x2)Diye yazeed ke saaray bujha gayi’n Zainab. (x2) Ali ki yaad ko zinda kiya zamanay mein. (x2)Jaga jaga pe jo khutbay suna gayi’n Zainab. (x2) Kasam Khuda ki …
Read More »