Mere Baba Mere Baba Poet: Mushtaq Hussain Shabbar (Marhoom) Scroll down for lyrics transliterated in English دَشتِ پر حول میں جلتے ہوۓ خیموں کے قریبتھرتھراتے ہوۓ سہمے ہوۓ بچّوں کے قریبدیکھ کر شب ہے لُٹیرے ہیں یہ تنہائ ہےسر پہ ایک اور مصیبت لیے رات آئ ہےکوئ وارس نہ تھا …
Read More »Utho Sakina Utho – Syed Nasir Zaidi 1989-90
Utho Sakina Utho Utho Sakina utho jaata hai kaarwan (x2)Teray baghair jaani kaisay jiye gi maa Utho Sakina utho jaata hai kaarwan Zindaan ka ye andhera hoga kahan sawera (x2)Pardes mein Sakina gham khwaar kaun tera (x2)Zakhmi hain kaan teray khaali hain baaliyan Utho Sakina Utho… (x2) Qabr-e-Batool tanha veeraan …
Read More »Sakina Bibi Ke Bain Irfan (Salaam) – Syed Nasir Zaidi 1990-91
Sakina Bibi Ke Bain Irfan Sakina Bibi ke bain irfan.Haram mein mehshar uthaa rahay hain.Bapa hai raandoan mein shor-e-maatam.Hussain marnay ko jaa rahay hain. Sakina Bibi… Kaheen pa gash mein paday hain Abid.Kaheen pa Baqar tadap raha hai.Wo chand bachhay sisakk rahay hain.Wo chand aansoo baha rahay hain. Sakina Bibi… …
Read More »Na Alam Na Chacha – Syed Nasir Hussain Zaidi
Na alam na chacha Na alam na chacha na shah-e-karbala shaam ho gayi.Jo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka shaam ho gayi.Na alam na… (x2) Raah takti rahi shiddat-e-pyaas mein.Kat gaya din isi aas hee aas mein.Koi aaya nahi jaane kya ho gaya. Shaam ho gayi. Na …
Read More »Aaram Kahan Haye Haye Aaram Kahan
Aaram kahaan Haye Haye Aaram Kahan.Kisht-e-aalam mein Zainab ko bhala. Aaram kahan haye haye… Qatl Shabbir bhi Abbas bhi Akbar bhi huay.Kat gayay Aon-o-Muhammad ke bhi maqtal main galay.Lasha-e-Ibn-e-Hasan ho gaya pamaal-e-jafa.Aaram kahan… (x3) Kisht-e-aalam mein Zainab ko bhala. Aaraam kahan… (x3) Teer jab Asghar-e-maasoom ki gardan mein laga.Deti thi …
Read More »Zainab Zainab – Nasir Hussain Zaidi
Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab. Zainab Zainab Zainab Zainab. Kehtay thay Shaah-e-Karbala. Zainab Zainab Zainab Zainab. Zainab… (x2) Honay ko hain hum bhi juda. Zainab… Zainab… (x2) 1. Chalti rahi sheh par churi. Roti rahi dar par khadi. Mola Ali ki laadli. Kehti thi ye kismat meri. Main …
Read More »Kyun Na Roye Sajjad – Raza Abbas Zaidi 2010
Kyun Na Roye Sajjad Sajjad rehaayi paa kar bhi. Pardes se ghar ko aa kar bhi.Jab ashk bahaatay rehtay thay. Zainab se dukh dekhay na gayay.Ek roz tadap ye poocha. Sajjad tu kab tak royega.Us waqt mere mola ne kaha. Amma apne muqaddar par. Sughra ke sawaalon par.Kyun na roye …
Read More »Siskiyan Khaimo Se (Salaam) – Syed Raza Abbas Zaidi
Siskiyan Khaimo Se Hai Sakina Hai Sakina Na ro Sakina Siskiyan khaimo se kis ki aa rahi hai aye Hussain (x2). Kya Sakina ko behan behla rahi hai aye Hussain. 1. Aayainge Abbas paani le ke darya se abhi (x2). Bint-e-Haider sab ko ye batla rahi hain aye Hussain (x2). …
Read More »Meri Sakina Ko – Syed Raza Abbas Zaidi 2010
Meri Sakina Ko Neend Aa Rahi Hai بانو یہ عابد کو بتلا رہی ہےمیری سکینہ کو نیند آ رہی ہے کہدو ہوائوں سے آہستہ آئیںکہدو پرندوں سے غُل نہ مچائیںکہدو اندھیروں سے واپس نہ جائیںجاگی ہوئی چین کچھ پا رہی ہےمیری سکینہ کو نیند ۔۔۔۔۔ شاید رسن کی اذیت …
Read More »Khol De Bediyaan (Salaam) – Syed Raza Abbas Zaidi
Jo qaid ho ke chala kaarwan-e-Aal-e-Nabi. Nazar Sakina ki Sajjad-e-na tawaan pe padi. Ke taaziyanay bhi jis ko laga rahay thay shaki. Tadap ke is tarhan shimr-e-layeen se kehnay lagi. Khol de bediyaan bhai beemar hai (x2). 1. Soch behr-e-Khuda ye hai Aal-e-aba (x2). Yuun na durray laga bhai beemar …
Read More »