Bekason ke madadgaar Fishaar-e-qabr ko aisa nidhaal kar doonga (x2). Main mushkilon ki tabiyyat bahaal kar doonga. Ali ke naam ne jurrat to di ke zer-e-lahad. Main khud farishton pe ulta sawal kar doonga. Bekason ke madadgaar Mola Ali (x2). Juz tere koi apna sahara nahi. Tera dar chorh kar …
Read More »Un Ka Saani Koi – Ustad Pyare Khan
Un ka saani koi khaliq ne banaya hi nahi (x2). Aisa be misl banaya hai ke saaya hi nahi (x2). Un ka saani… koi khaliq ne banaya hi nahi. 1. Aisi tasveer jo kudrat ne bana kar bheji (x2). Jalwa aaraayi hui parda uthaya hi nahi (x2). 2. Jab Nabi …
Read More »Na Bhool Kar Bhi Kabhi – Ustad Pyare Khan
Na bhool kar bhi kabhi tum kisi ki baat karo (x2). Ali ka zikr karo bas Ali ki baat karo (x2). Na bhool kar bhi… 1. Kisi ka nafs kisi ka wasi kisi ka Khuda (x2). Ye sab sifaat ho jis mein usi ki baat karo. 2. Ali ke naksh-e-kadam …
Read More »Rona Ae Apni Aqbat – Ustad Pyare Khan 2008-09 – Heartwarming Salaam
Rona ae apni aqbat layi. Zainab te koi ehsaan nai (x2).Jeda gham-e-Shabbir ich nai ronda. Hai aadmi par insaan nai. 1. Na faujaa kolo dar bachdi. Aa jaldi der na kar bachdi.Ajj sam babay de seenay te. Aajjay shaam wala zindaan nai.Rona ae… 2. Naanay da deen bachaawan layi. Tauheed …
Read More »Gham-e-Hussain Ka Maksad – Ustad Pyare Khan 2008-09 – Heartbreaking Salaam
Gham-e-Hussain Ka Maksad Gham-e-Hussain ka maksad badal nahi sakta (x2).Khayaam jal gaye paigaam jal nahi sakta.Gham-e-Hussain ka. 1. Ye baat bhool gaye dushman-e-Abu Talib (x2).Rasool kufr ke daaman mein pal nahi sakta. 2. Hussain zinda hai jab tak zamana baaki hai (x2).Yazeediat ka shajar phool phal nahi sakta. 3. Wo …
Read More »Chala Hai Karbala Ko – Ustad Pyare Khan 2009-10
Chala hai karbala ko kaarwan… aahista aahista (x2)Alam ki chhaa rahi hai badriyaan… aahista aahista.Chala hai karbala… 1- Ali Akbar jawaani ki kasam mur kar zara dekho (x2).Chali aati hai peechay peechay maa… aahista aahista (x2).Chala hai karbala ko karwaan… aahista aahista. 2- Pidar ki kuwwat-e-bardasht ka tha dhiaan Akbar …
Read More »Rehta Hai Jo Zamanay Mein – Ustad Pyare Khan
Rehta Hai Jo Zamanay Mein Rehta hai jo zamanay mein Haider se duur duur.Hoga baroz e hashr payambar se duur duur.Rehta hai jo zamanay mein… 1. Tum khushk sang rezoan se kya faiz pao ge (x2).Qatroan pe mar rahay ho samandar se duur duur. 2. Aisay bhi soorma thay Nabi …
Read More »Tujhe Dekhna Hai Wuzu Mera – Ustad Pyare Khan
Tujhe dekhna hai wuzu mera. Tera ishq meri namaz hai. Tu hi baksh deta hai shahiyaan. Tu bada gareeb nawaz hai. Tujhe dekhna hai wuzu mera. Tu ibaadaton ka sujood hai. Tu shahadaton ka kayam hai. Tu wilayaton ka ruku bhi hai (x2). Tu hi la ilaah ka raaz hai. Tu nabi ki pusht …
Read More »Jab Kabhi Tum Gardish-e-Doraan – Ustad Pyare Khan
Jab Kabhi Tum Gardish-e-Doraan Jab kabhi tum gardish-e-doraan se ghabraya karo.Parcham-e-Abbas ke saaye main aa jaaya karo. Jab kabhi paida ho dil mein khwahish-e-khuld-e-bareen (x2).Majlis-e-Shabbir mein aaya karo jaaya karo (x2). Jab kabhi tum… Khud ba khud fiqr-o-amal ki tarbiyyat ho jaayegi (x2).Apnay bachoan se alam Ghazi ka uthwaaya karo (x2). Jab kabhi tum… Rizq mein wus’at milay gi barkatein badh …
Read More »