Woh Aa Raha Hai Mola Mola (x2)Mola Mola (x2) Sab thaath pada reh jaayega jab aanay waala aayega.Ye dharti sona uglay gi ye charkh gohar barsaayega.Kaabay ki chhat par Ghazi ka ik roz alam lehraayega. Woh aa raha hai ke jis ke aagay kisi ka kehna nahi chaley ga. Woh …
Read More »Maula Se Baatain Karain – Sibt-e-Jafar
Aaiye apnay maula se baatain karain. Aaj mauqa bhi hai aur fursat bhi hai. Main mukhatib jo hun woh bhi maujood hain. Khud kalami nahi hai sama’at bhi hai. Aaiye apnay maula se baatein karain. 1. Mera Imaan hai mera aelaan hai. Aap gayab nahi balke maujood hain. Aap waaqif bhi hain aur qaadir bhi hain. …
Read More »Zahoor Ka Waqt – Sibte Jafar – Cover
This is my cover for Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai by Sibt-e-Jafar and it is my second recitation. I love this manqabat too and is one of my favorite. It tells us what should we do while we wait for our Imam ul Hujjat, Imam Mehdi AJTF, and how …
Read More »Aap Par Durood Aur Salam Aye Mere Imam – Mir Hasan Mir
Aap par durood aur salam aye mere Imam. (x2) Bas yehi sada hai subha shaam aye mere Imam. (x2) Aap par durood aur salam aye mere Imam. (x2) Aa rahay hain aap chal rahi hai ye khabar. Khana-e-Khuda pe hai tiki hui nazar. Saj rahay hain raastay tamaam. Aye Mere …
Read More »Jab Imam Aayenge – Ustad Syed Sibt-e-Jafar Zaidi
Haal-e-gham sunaenge Jab Imam Aayenge Zakhm-e-dil dikhaenge Jab Imam AayengeMehfilain jamaaenge Jab Imam AayengeBam-o-dar sajaenge Jab Imam AayengeJashn Hum manaenge Jab Imam Ayenge Zakhm hain abhi taaza makka aur madeena keShaam-o-kufa karbobala hum bhula nahi sakteAz sakeefa taayin dam ghair se nahi pohncheJitne dukh uthaae hain hum ne kalma goyoan …
Read More »