Kya Muhammad Ka Pyara Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain. Ya Hussain Ya Hussain (x2). Mera nana nabi meri maa Sayyeda. Mera baba Ali mera bhai Hasan. Hum hi hain Panjatan (x2) Meri kya hai khata. Meri kya hai khata. Meri kya hai khata. Meri kya hai khata. (Mujh pe kyun …
Read More »Kya Likha Fatima Sughra Ne – Mir Hasan Mir
Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya (x2). Sheh se khat laasha-e-Akbar pe sunaya na gaya (x2). Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya. 1. Sheh ne chaha to bohat zakhm magar itnay thay (x2). Laasha Abbas ka darya se uthaya na gaya. 2. Jab talak aa na gaye saaray sharabi tab tak (x2). Saani-e-Zehra ko darbar mein laaya na gaya. Kya …
Read More »Aye Kul Ke Madadgaar – Ali Jee
Aye Kul Ke Madadgaar Haaye Hussaina haaye Hussaina. Aye Haaye Sakina aye haaye Sakina. Ye rukhsat-e-aakhir hai pukaray Shah-e-waala. Aye Zainab-o-Kulsum Rabab aur Ruqayya. Tum sab pe salaam aakhri Allah ko Saupa. Lipti hui kadmo se ye kehti thi Sakina. Aye kul ke madadgaar madad karnay ko aao. Ya Fatima …
Read More »Aye Raat Na Dhalna – Nasir Zaidi 1990
Aye Raat Na Dhalna Aye raat na dhalna ke ujadh jaayegi Zainab.bhai se dam-e-subh bichadh jaayegi Zainab.Aye raat na dhalna ke ujadh jaayegi Zainab. 1. Sonay de Sakina ko ke phir so na sakay gi.Rona bhi jo chahay gi to phir ro na sakay gi.Asghar se mulaqaat to phir ho na sakay …
Read More »Ran Ko Jatay Huay – Nasir Asghar Party
Ran ko jatay huay sar jhukaye Huay (x2). Sheh ne ro kar kaha alwida alwidaa. Alwida alwida (x2). Aaya waqt-e-safar aye bahan aaj hum. Ho rahay hain juda. Alwida alwida (x2). Ran ko jatay huay sar jhukaye huay (x2). Sheh ne ro kar kaha alwida alwidaa. Alwida alwida (x2). 1. …
Read More »Ab Aayay Ho Baba – Izzat Lakhnawi 1950-60 (Roughly)
Ab Aayay Ho Baba Wo karbala wo sham-e-ghariban wo teeragi.Wo Zainab-e-hazeen wo hifazat Khayam ki.Aaya wo ek sawaar kareeb-e-Khayam-e-Shah.Beti Ali ki ghaiz mein su-e-faras badhi.Ulti naqaab chehray se apnay sawaar ne.Paish-e-nigaah-e-Zainab-e-mazloom thay Ali.Har chand saabira thi bohat bint-e-Fatima.Be saakhta zubaan pa ye faryaad aagayi.Zainab ne kaha baap ke qadmon se lipat kar.Ab aayay …
Read More »Kaash Abbas Na Maaray Jaatay – Agha Talib Hasan
Kaash Abbas na maaray jaatay (x2). Kaash Abbas na maaray jaatay (x2). 1- Donoan baazu ko shehanshah-e-wafa ke thamay. Laash-e-Abbas pe Shabbir buqa kartay thay. Re bhai tum saath hamaray jaatay. Kaash Abbas… Kaash Abbas na (x2). 2- Aaj bhi aati hai ye qabr-e-Sakina se sada. Aye chacha laati na zindaan mein yun hum ko qaza. Saath agar hum bhi tumharay jaatay. Kaash Abbas… …
Read More »Tu Na Aaya Ghazi – Mir Hasan Mir
Jab rida sar se chini main sada deti rahi. Tu na aaya Ghazi. Aal-e-Imran kahan aur zindan kahan. Ye behan qaid hui. Tu na aaya Ghazi… Jab rida sar… 1. Hum ko paani na milay teri khusbu to rahay. Tere baazu na katain chahay mashkeeza chiday. Ye magar ho na saka tere baazu hain juda. Mujh pe hai tashnalabi. Tu …
Read More »Haaye Haaye Qasim – Nadeem Sarwar
Haaye Haaye Qasim haaye Qasim (x2). Haaye Haaye Qasim haaye Qasim (x2). Qaidi ban kar paaband-e-rasand laashon se jo guzray ahl-e-haram. Har bibi apnay pyaaron se hoti thi vida karkay maatam. Ek bibi Fatima bint-e-Hasan pamaal badan Qasim ki behan. Kisi ek jaan se rukhsat na hui (x2). Tukdon mein …
Read More »Bano Kahan Talash Karay – Nasir Zaidi 1990-91
Bano Kahan Talash Karay Bano kahan talash karay apnay laal ko (x2)Jungle mein maar daala hai Zehra ki aal ko.Bano kahan talash… 1. Zainab ke saath roti hain sab mil ke bibiaan (x2).Jab dekhti thi roz woh waqt-e-zawaal ko.Bano kahan talash karay… 2. Shabbir dil ko thaam ke ghash kha ke gir paday (x2).Dekha jo khoon mein gark Nabi ke jamaal ko…Bano kahan talash …
Read More »