Tag Archives: writeup

Jamaal-E-Ishq-O-Mohabbat – Syed Izhar Hussain Fatepuri

Jamaal-e-Ishq-o-Mohabbat Ka Aayeena Abbas - Syed Izhaar Hussain

Jamaal-e-ishq-o-mohabbat ka aayeena Abbas.Jamaal-e-ishq-o-mohabbat ka aayeena Abbas. Kamaal-e-azm-o-amal paikar-e-wafa Abbas.Kamaal-e-azm-o-amal paikar-e-wafa Abbas. Lab-e-furaat wo jauhar dikha diye tu ne.Lab-e-furaat wo jauhar dikha diye tu ne. Ali ki rooh pukaari ke marhaba Abbas. Jamaal-e. Check out my cover post for this beautiful Rubaee here:http://www.abulhasanlakhani.com/jamaal-e-ishq-o-mohabbat-cover/

Read More »

Qum Ki Pehchaan – Salman Jaffer

Qum Ki Pehchaan Masooma-e-Qum - Salman Jaffer

Qum ki pehchaan Masooma-e-Qum. (x2) Aisi burhaan Masooma-e-Qum. Bibi Zehra ka inhain naam mila. (x2) Aisi zeeshan Masooma-e-Qum. Bibi Zainab ki misl bhai par. (x2) Dil se qurban Masooma-e-Qum. Aisay ghar mein hui hain khalq jahaa’n. Utra Qura’an Masooma-e-Qum. Jis tarha’n ronak-e-Mashad hain Raza. (x2) Qum ki hain shaan Masooma-e-Qum. …

Read More »

Mashhad Mein – Mir Hasan Mir

Mashhad Mein - Mir Hasan Mir

Ye chaukhat choom kar ki hai dua har baar mashhad mein. (x2) Ilahi theher jaaye waqt ki raftaar mashhad mein. Ye chaukhat choom kar ki hai dua har baar mashad mein. 1. Janazay to bohot aatay huay dekhe magar maine. (x2) Nahi dekhay kahin bhi maut ke aasaar mashad mein. …

Read More »

Imtehan-e-Ashiqui Mein – Syed Abrar Hussain 2014

Imtehan-e-Ashiqui Mein Kaif Paatey Hein Hussain - Syed Abrar Hussain

Imtehan-e-Ashiqui Mein Imtehan-e-Ashiqui mei kaif paatey hein Hussain A.S. (x2)Intihaayi mushkilon mein muskuratay hain Hussain A.S. (x2) La Fatah Illah Ali La Saif Illah Zulfiqar.La Fatah Illah Ali La Saif Illah Zulfiqar.Padhtay Jaatay Hain Farishtay badhtay jaatay hain Hussain A.S Imtehan-e-Ashiqui… All soz o salaam by Syed Abrar Hussain Fatehpurihttps://www.abulhasanlakhani.com/category/soz-o-salaam/syed-abrar-hussain/ Another …

Read More »

Mujh Mein Un Ki Sana Ka – Syed Fasihuddin

Mujh Mein Un Ki Sana Ka - Syed Fasihuddin Soharwardy

Mujh mein un ki sana ka saleeqa kaha’n. Wo shah-e-do jaha’n wo kaha’n main kaha’n. Mujh mein un ki sana ka saleeka kaha’n. Wo shah-e-do jaha’n wo kaha’n main kaha’n. Un ka mad’ha sara khaaliq-e-een-o-aa’n. Wo Rasool-e-Zamaa’n wo kahan main kahan. 1 – Un ke daaman se waabasta meri najaat. Un pe qurbaan meri hayaat-o-mamaat. Main gunahgaar wo shaafa-e-aasiyaa’n. Bekaso’n ki …

Read More »