Ya Ali. Ya Ali. (x2) Saahib-e-Zulfiqar Al-Madaday. (x2) Kaam mushkil hai ba imdaad-E-Khuda kardunga. Aaj main ishq ka tufaan bapa kardunga. Karne do mujhe saaqi-e-Kausar ki sana. (x2) 1 – Raaz Allah ki tawheed hai hum raaz Ali. Kibriyaee ki daleelon ka hai aaghaz Ali. Dil-e-be-dil se jo nikli hai …
Read More »Maula Se Baatain Karain – Sibt-e-Jafar
Aaiye apnay maula se baatain karain. Aaj mauqa bhi hai aur fursat bhi hai. Main mukhatib jo hun woh bhi maujood hain. Khud kalami nahi hai sama’at bhi hai. Aaiye apnay maula se baatein karain. 1. Mera Imaan hai mera aelaan hai. Aap gayab nahi balke maujood hain. Aap waaqif bhi hain aur qaadir bhi hain. …
Read More »Tu Kuja Man Kuja – Khursheed Ahmad
Tu Kuja Man Kuja Tu Ameer-E-Haram Main Fakeer-E-Ajam. (x2) Tere Gun Aur Ye Lab Mein Talab Hi Talab. Tu Ata Hi Ata Main Khata Hi Khata. (x2) Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja. (x2) Tu Hai Ahraam-E-Anwaar Baandhay Huay. Main Duroodon Ki Dastaar Baandhay Huay. Kaaba-E-Ishq Tu Main …
Read More »Na Tera Khuda Koi Aur Hai Cover
Na Tera Khuda Koi Aur Hai Cover Hello and Assalam-o-Alaikum, Another video, this time, a very famous Hamd recited by Najam Shiraz. This Hamd is special because as far as I remember, it got released in the holy month of Ramzan and reminds me of beautiful memories. Najam Shiraz has …
Read More »Nikla Hai Janaza Koi – Mir Hasan Mir
Nikla hai janaza koi Allah ke ghar se. (x2) Aflaaq mein ik shor hai matam ke asar se. Nikla hai janaza koi Allah ke ghar se. Afsos ke masjid main namazi gaya maara. (x2) Kuch kam nahi ye hashr hai qayamat ke asar se. Nikla hai janaza… Zainab se ye keh do …
Read More »Aati Hai Gardoon Se – Ali Zia Rizvi 1980’s
Aati Hai Gardoon Se Aati hai gardoon se ye payham sada.Qatl huay sajde mein Sher-e-Khuda.Khana-e-haq may ye ghazab ho gaya. Qatl huay… Aati hai gardoon… Gham se hai Zainab nidhaal. Khol diye sar ke baal.Kehti hai ye pur malaal. Dekho to baba kahan.Dete hain Jibreel ye kaisi nida. Qatl huay… Aati hai gardoon… Saath paday jalwagar. Kehti …
Read More »Mola Ab Aa Bhi Jaayain – Sibt-e-Jafar
Mola ab aa bhi jaayain kab se bula rahay hain. Jaur-o-sitam jahaa’n ke badhtay hi ja rahay hain. Dushman jo aap ke thay hum ko sata rahay hain. Mola ab aa bhi jaayain… Ab hadh se badh chukay hain fisk-o-fujoor-o-zulmat. Har gaam ho rahi hai tauheen-e-Aadmiyyat. Aqdaar ke janazay dafnaye ja …
Read More »Abd Kahay Maalik Bhi Jis Ko – Sibt-e-Jafar
Abd kahay maalik bhi jis ko Abd kahay maalik bhi jis ko kaash wo banda main hi hota. (x2)Jis ko kahain deewana-e-Mola kaash wo daana main hi hota. Dhoondoon main kufw-e-Janab-e-Zahra haq ne jisay mamoor kiya. (x2)Auj pa hota mera muqaddar kaash woh taara main hi hota. Kitne aqaabir is hasrat mein Ahmed-o-Haider se …
Read More »Mimber Jaanay Haider Jaanay Cover
Mimber Jaanay Haider Jaanay Cover This is my first recitation for any Mir Hasan Mir’s manqabat. I really love it and therefore, it is one of my all time favorite manqabat. Shaheed Ustad Sibt-e-Jafar Zaidi has written it very beautifully as he has always done with all his kalaams. It …
Read More »Bol Rahi Hai Zainab – Mir Hasan Mir 2011
Khatm Hai Fasl-e-Qama Bol Rahi Hai Zainab. (x3) Kaun Bolega Jahaa’n Bol Rahi Hai Zainab. Teer-O-Shamsheer-O-Sina Hon Ke Sitam Ke Lashkar. (x2) Thak Gayi Sab Ki Zabaa’n Bol Rahi… Khatm Hai Fasl-e-Qama Bol Rahi… Muddaton Baad Suna Phir Se Ali Ka Lehja. Kaisay Jhoomay Na Azaa’n Bol Rahi… Khatm Hai …
Read More »