Cher diya hai zikr-e-Maula mimber Jaanay Haider Jaanay. Cher diya hai zikr-e-Maula mimber Jaanay Haider Jaanay. Kufr hai gar ye ishq Ali ka Kaafar Jaane Haider Jaane. Bint-e-Asad to jaayengi har haal mein kaabay kai andar. (x2) Dar hogi deewaar kahan se maadar jaanay Haider jaanay. Ismaeel ye soch rahay …
Read More »Tamanna Cover – Ehsaan Tahmid
Tamanna Cover is my attempt to recite this very beautiful naat by Ehsaan Tahmid. Check out the full lyrics of this Naat at http://www.abulhasanlakhani.com/tamanna-ehsaan-tahmid/ So far the experience has been amazing reciting beautiful famous naats. I may not sound perfect recitation wise but my intentions are pure and I hope Allah …
Read More »Tamanna – Ehsaan Tahmid
Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon. Imam-ul-Ambiya dekhoon Habeeb-e-Kibriya dekhoon. Wo jin ke dum qadam se subh ne bhi roshni paayi. Munawwar kar di jis ne fiza woh rahnuma dekhoon. Wo jin ki barkaton se abr-o-baara bastay aalam mein. Tamanna qalb-e-muztar ki woh durr-e-be baha dekhoon. Qadam baahir Madina se …
Read More »Ali Ali Kar Ali Ali Kar – Mir Hasan Mir 2005
Title: Ali Ali kar Ali Ali kar Shah-e-Mardaa’n Sher-e-Yazdaa’n Quwwat-e-Parwardigaar. La Fata Illa’h Ali La Saif Illah Zulfiqar. Zameer-e-Insaa’n ka faisla hai Ali Ali kar Ali Ali Kar. Ali Ali kar Ali Ali kar. (x2) Khuda ne Adam se keh diya hai. Ali Ali kar Ali Ali kar.(x2) Ali shifa’at ka …
Read More »Khuda ka zikr karay – Cover
Khuda Ka Zikr Karay, Zikr-e-Mustafa Na Karay Hello Everyone, I am attempting to cover this beautiful naat “Khuda Ka Zikr Karay, Zikr-e-Mustafa Na Karay” by Qari Waheed Zafar Qasmi Sahab. One of my favorite naat and has beautiful lyrics by Adeeb Raipuri. The whole gist of this naat is that how …
Read More »Midhat-E-Haider Mere – Mir Hasan Mir 2001-02
Midhat-E-Haider mere lab par zara aanay to do. (x2)Daad mujhko phir tumhara dil agar maanay to do.Midhat-E-Haider mere lab par zara aanay to do. Hosh main aajayengi fauran sipah-e-bad sifaat. (x2)Tum mohibbaan-e-Ali ko josh mein aanay to do.Midhat-E Haider (A.s.)… Khud ba khud phirtay nazar aayengay tufaanoan ke rukh. (x2)Tum …
Read More »Noori Mehfil Pe Chaadar – Siddique Ismail
Noori Mehfil Pe Chaadar Tani Noor Ki. (x2) Noor Phaila Hua Aaj Ki Raat Hai. Chandni Main Hain Doobe Huay Do Jahaa’n. (x2) Kaun Jalwa Numa Aaj Ki Raat Hai. (x2) Farsh Par Dhoom Hai Arsh Par Dhoom Hai. (x2) Bad Naseebi Hai Us Ki Jo Mehroom Hai. Phir Milay …
Read More »Ali Ke Dar Par – Mir Hasan Mir
Ali Ke Dar Par. (x4) Dekh aye qaari-e-Quran. Ali ke dar par. (x2) Dekh aye qaari-e-Quran. Ali ke dar par. (x2) Dekh aye qaari-e-Quran Ali ke dar par (x2) Aayatain chadhti hain parwaan. Ali ke dar par. (x2) Dekh aye qaari-e-Quran. Ali ke dar par. (x2) Asl jannat ki ziyarat …
Read More »Zahoor Ka Waqt – Sibte Jafar – Cover
This is my cover for Zahoor Ka Waqt Aa Gaya Hai by Sibt-e-Jafar and it is my second recitation. I love this manqabat too and is one of my favorite. It tells us what should we do while we wait for our Imam ul Hujjat, Imam Mehdi AJTF, and how …
Read More »Faslon Ko Takalluf – Qari Waheed Zafar Qasmi
Faslon Ko Takalluf Faslon ko takalluf hai hum se agar.Hum bhi be bas nahin be sahara nahi.Khud unhi ko pukarenge hum duur se.Raaste mein agar paaon thak jaayenge. Hum Madinay mein tanha nikal jaayenge.Aur galiyoan mein kasdan bhatak jaayenge. Hum wahan ja ke wapas nahin aayenge.Dhoondte dhoondte log thak jaayenge. Jaise hi …
Read More »