Likhi Hai Shabbir Ki Fazilat, Kalam Ne Sir Ko Jhuka Jhuka Ke. Main Is Qaseeday Ki Daad Paaunga, Sayyeda Ko Suna Suna Ke. Sanaa-e-Shabbir Jab Hun Likhta, Main Pehlay Naad-e-Ali Hoon Padhta. Zakhira Alfaaz Ka Na Jaane, Kahan Se Na Cheez Ko Hai Milta. Ye Lafz Jibreel Meri Jaanib, Hai …
Read More »Heartwarming Hamd: Na Tera Khuda Koi Aur Hai – Najam Sheraz 2006-07
Na Tera Khuda Koi Aur Hai Na Tera Khuda Koi Aur Hai, Na Mera Khuda Koi Aur HaiYe Jo Raastay, Hain Juda Juda, Ye Muaamila Koi Aur Hai Kyun Nahi Dekhta Is Jahaan Mein, Har Sheh Laa Mehdood HaiJab Uthi Nigaah To Jhuk Gayi, Ye Maamla Kuch Aur HaiAllah, Allah, …
Read More »Karbal Ki Kahani Jab – Nasir Jahan 1950-60 (Roughly)
Karbal Ki Kahani Jab کربل کی کہانی جَب کوئ بھی سُنائیگادل والوں کی آنکھوں سے اِک دَریا بہائیگاوہ قافلہ سَروَر کا جِس شان سے نِکلا تھاصُغرا کو خَبَر کیا تھی نہ لوٹ کے آئیگازہرہ زہرہ پُرسہ لو بَہَتَّر کا مِہمان بُلایا ہے اۓ کوفیوں سَروَر کوکیا کُنبہ شَہِ دیں کا …
Read More »Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Paane Waala
Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Paane Waala. Ussi Se Hai Islam Ka Bol Baala. Wo Sar Chashma-e-Noor-e-Fatah-e-Mubeen Hai. Wohee Mash’al-e-Raah-e-Azm-o-Yaqeen Hai. Ussi Se Hamare Dilon Mein Ujaala. Ussi Se Hai Islam Ka Bol Bala. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Paane Waala. Ussi Se Hai Islam Ka Bol Baala. Ussi Ke Ye Hum …
Read More »Jab Khuda Ko Pukara Ali Aa Gaye
Ali Aa Gaye… (x4) Jab Khuda Ko Pukara… Ali (A.S.) aa gaye Jab Ali aa gaye… zindagi aa gayi (x2) Zindagi bandagi raushni aa gayi Raushni aa gayi… Aagahi Aa gayi
Read More »