Noha

Noha

From Wikipedia:

A noha (Persian: نوحه‎‎, Urdu: نوحہ‎; translit. nūḥa/nawḥa), when interpreted in light of Shia views, is a lament about the tragedy of Husayn ibn Ali in the Battle of Karbala.[1]

Marsiyas and Nohas has the historical and social milieu of pre-Islamic Arabic and Persian culture.[2] The sub-parts of Marsiya are called Noha and Soaz which means lamentation. It is usually a poem of mourning.[3]Lamentation has a central part in the literature of the followers and devotees of the Ahl al-Bayt. The tradition of elegizing Hussain and the Karbala tragedy is not limited to Arabic speaking poets, poets from different languages have also contributed a significant poetic literature in their language. In Urdu language, a number of poets like, Mir Anis and Mirza Dabeer have contributed a treasure in Marsiyas and its sub branch Nohas. In like manner, English-speaking poets, whether Muslim, Christian, Hindu, etc., have also made significant contributions to produce elegies for Imam Hussain and the Karbala tragic incidents.[4] Noha (Latmiyat in Arabic) in English language written by various poets may be listened in voices of different Noha readers like Bassim Al-Karbalaei, Nazim Ali, Hashim siters etc.[5][6]

Ye Karbala Hai – Mir Hasan Mir 2016-17

Ye Karbala Hai - Mir Hasan Mir

Ye Karbala Hai Ye Karbala Hai Yahan sambhal kar kadam uthana.Ye Karbala hai… Ye baat hargiz na bhool jaana.Ye Karbala…Yahan sambhal kar kadam uthana.Ye Karbala… Jahaan-e-sabr-o-riza yehi hai.Khuda-e-sabr-o-riza yehi hai.Yahan pe aatay hain chal ke Mehdi.Bahisht-e-Zehra ye sar zamee’n hai.Yahan hai Zehra ka aana jaana.Ye Karbala…(x2) Yahan sambhal kar…Ye Karbala…(x2) …

Read More »

Habib Aa Jao. Ye Khat Mein Shah Ne Likha

Habib Aa Jao - Mir Hasan Mir

Habib Aa Jao یہ خط میں شاہؑ نے لکھا حبیب ؑ آجاؤ اے فقیہہِ حسین ؑ اے حبیبِ حسین ؑ حبیب ابن مظاہر ؑ اے فقیہہِ حسین ؑ اے حبیبِ حسین ؑ یہ خط میں شاہؑ نے لکھا حبیب ؑ آجاؤ تمہارا دوست ہے تنہا تمہارا دوست ہے تنہا۔Habib Aa …

Read More »

Zainab Galay Ko Choom Le Bhayya To Jaaiyye

Zainab Galay Ko Choom Le - Mir Hasan Mir

Rukhsat ko aaye khaimay mein jab shaah-e-Karbala.To bint-e-Ali ne jod ke haathon ko di sada.Zainab galay ko choom le bhayya to jaaiyye (x2). Zainab galay ko choom le bhayya to jaaiyye.So jaaye thodi dair Sakina to jaaiyye.Zainab Galay… So jaaye thodi dair… Amma kahengi dekh ke chehra lahu bhara.Zainab ne …

Read More »

Umm-e-Laila Sambhaal Zainab Ko

Umm-e-Laila Sambhal Zainab Ko - Mir Hasan Mir

Umm-e-Laila sambhaal Zainab ko Ghareeb e Zehra pa. Kya waqt hai ghareebi ka.Garebaa’n chaak hai baalon mein khaak e karbobala.Talaash kartay hain rasta nazar nahi aataYe haal dekh ke hanstay hain sheh pa ahl e jafa.Bahan ki kaandhon pa kull kaayinaat laatay hain.Kadam kadam pa ye awaaz detay jaatay hain. …

Read More »

Zainab Zainab – Nasir Hussain Zaidi

Zainab Zainab - Syed Nasir Hussain Zaidi

Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab Zainab. Zainab Zainab Zainab Zainab. Kehtay thay Shaah-e-Karbala. Zainab Zainab Zainab Zainab. Zainab… (x2) Honay ko hain hum bhi juda. Zainab… Zainab… (x2) 1. Chalti rahi sheh par churi. Roti rahi dar par khadi. Mola Ali ki laadli. Kehti thi ye kismat meri. Main …

Read More »