Tag Archives: Muharram

Asghar Haaye Asghar – Ali Zia Rizvi 1980’s

Asghar Haaye Asghar - Ali Zia Rizvi

Asghar Haaye Asghar Asghar haaye Asghar (x4)aye cheh maheenay waalay tujhko mera salaam Asghar Haaye… (x2) Aye Shaah-e-deen ke dilbar (x2) Aye rooh-e-qalb-e-maadar(Aye Shaah-e-deen ke dilbar)Aye tishnakaam muztar aye bezubaan AsgharAye cheh maheenay… Asghar haaye… (x2) Tishnalabi pe teri (x2)Girya hai ye khudaayi(Tishnalabi pe teri)Mazloomiyat ne teri insaaniyat jagaayiAye cheh …

Read More »

Kya Likha Fatima Sughra Ne – Mir Hasan Mir

Kya Likha Fatima Sughra Ne - Mir Hasan Mir 2016-17

Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya (x2). Sheh se khat laasha-e-Akbar pe sunaya na gaya (x2). Kya likha Fatima Sughra ne bataya na gaya. 1. Sheh ne chaha to bohat zakhm magar itnay thay (x2). Laasha Abbas ka darya se uthaya na gaya. 2. Jab talak aa na gaye saaray sharabi tab tak (x2). Saani-e-Zehra ko darbar mein laaya na gaya. Kya …

Read More »

Aye Kul Ke Madadgaar – Ali Jee

Aye Kul Ke Madadgaar - Ali Jee

Aye Kul Ke Madadgaar Haaye Hussaina haaye Hussaina. Aye Haaye Sakina aye haaye Sakina. Ye rukhsat-e-aakhir hai pukaray Shah-e-waala. Aye Zainab-o-Kulsum Rabab aur Ruqayya. Tum sab pe salaam aakhri Allah ko Saupa. Lipti hui kadmo se ye kehti thi Sakina. Aye kul ke madadgaar madad karnay ko aao. Ya Fatima …

Read More »